B SMS Messages22988 messages

Uski yaadon ka silsila hoga
is kahani main or kya hoga
jaB Bichar kar Bhi wo khamosh raha
Ghar jaa kar tu ro diya hoga
khud ko samjha diya hay main magar
kya wo khud Bhi Badal gaya hoga
itna aasaan na tha mujhay khona
usne khud ko ganwa dia hoga
mujh ko veeran kar diya jis ne
khud tu aaBaad kahin huwa hoga
sochta hoon jo mujhko chahta tha
yaad mujh ko kar raha hoga
tum se Bichray huye ajj Barson Beety,
tum se kehna hai yahi ajj hamien,
mangana Bhool na jana hamien
chand ko dekh ker jo hath uthien,miss u!

chamun, gulzar, Baghaat Bhi koi sajata he
in me kalion aur phoolon ki mehfil khuda lagata he
in kalion aur phoolon se Barh kar tum sahi
Bhala itna chahnay wale ko Bhi koi tarpata he..
nazuk si ada ho ya teekhi dhar ho?
sath safar me ho kisi ka pyar ho
kisi ki haqeequt ho tum to kaBhi khiyal ho
zindgi ki tamunna ho aur roh ka maan ho
kisi ki aadat ho tum to kaBhi waBal ho
yadoon me aate ho to sansien chalate ho
dharkan ko rokte ho tum phir rok k chalate ho
agar ho ejazut tairi phir kaBhi na zawaal ho
filhal to tum aik sawal ho?
yehi he tumhara jamal,Bus kamal ho!!!
Kaho tum tu ooper ooper se hi mil lete hein
Dosti aur pyar ko thora aur Barha lete hein
Bas karo aik wahda Bass tum nah karo gey
Pyar kia hai tu judai meri ka samna karo gey
Aisa tu nah kaho tum meri jaan le lo
Karo tum wahda aur mera pegaam le lo
Bas dekhein gey dikhaein gey
Iss ke siwa kuch nah chahein gey
Deewane hai tere naam ke is Baat se inkar nahi,
Kaise kahe ki Hume aapse pyar nahi,
Kuch to kasoor hai aapki adao ka,
Hum akele to gunhegar nahi...
Laakh doori ho maghar ehad-e-wafa niBhati rehna,
JuB Bhi Barish ho mera sog manati rehna,
Ek Muddat se aadat hoi hai aB to ,
Ap hi aansoo Bahana Ap hi muskurate rehna
Tere Hoonto pe kaanpti surkhi,
Tere Ankhon main Boolta kajal,
Tere saanso ki narm narm Sadda,
Raat khaamosh Aur main Tanha.
Kiss qadar door hon zamany se,
Tere yaadon ke is sannaty main,
Mere wehshat ke pass Husssan Tera,
Raat khaamosh Aur main Tanha

Kar Baitha hai dil yaa muhaBBat tumse,utni jitni kaBhee kisi say nahi ki Jo mujhe tumhara dil kal ko todna pada to, mujhe Bewafa na samjhna Baandh ke rakha hai mujhe aaj is duniya aur unke sanskaaron ne tumhare saath Baandha daaman khol dun, tu mujhe Bewafaa na samjhna In nazron main muhaBBat tumhara liya hai, ur hamasha tumhare liya hi rahegi Par ager kal ko tum say nazrein na mila paun, tu mujhe Bewafaa na samjhna Dil hi dil main karti ayi hon aik arse say main iBadat sirf tumhari Kal ko kise aur ka hath thamna pade, tu mujhe Bewafaa n
ABB khawaBo mein ristey Banata hu,terey daman ko or kariB pata hu,rahein ulfat muskil hai magar Kanchi teri yadon se apni sansey chalata hu!!
loog toot jatay hian aik gar Bananay main / tumhain taras nahien ata hian Basteyan jalanay main /har dharaktay pathar ko loog dill samjhtay hain/ umer Beet jate hian dill ko dill Bananay main