B SMS Messages22988 messages

Tanha si zindzgi me tanha hai har rasta ,
dosto yaaro se jaise toota ho vasta,
saBhi hain saath par najane kiski kami hai,
itni khushiyo me najane kaisi gami hai.
Kyo patjhad me sawan ka deedar karti hoon,
kyo har ghadi sirf tera intezaar karti hoon,
tu kaun hai kaha hai, is saB se anjaan hoon,
kya teri tarah ,main Bhi tera armaan hoon.
Tu na aa ,magar aane ka vada to kar,
meri andheri zindagi me thoda ujala to kar,
teri aas me najane kaB se nahi soi,
teri yaad me najane kitni raate roi,
aB apni khushi se mera gam aadha to kar,
tu na aa magar aane ka vada to kar.............
Sitare jo damakte hain
kisi ki chashm-e-heeran main
mulaqatain jo hoti hain
jamal-e- aBr-o-Baraan main
yeh na aBaad waqtoon main
dil-e-nashaad main ho gee
muhaBBat aB nahi ho gee
yeh kuch din Baa''d main ho gee
guzar jain ge jaB yeh din
yeh unki yaad main ho gee
Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha

Idhar Mera Ghar, Udhar Uska Aaashiyana Tha

Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed

Usi Waqt Is Tufaan Ko Bhi Yahaan Aana Tha
KABHI SHABNAM TO KABHI SHABAB LAGTI HAI
TERI HANSI EK KHILTA GULAB LAGTI HAI
MAI PIYUN YA NA SAHI
LADKHADA KAR CHALTA HOON
KYONKI TERI GALI KI HAWA BHI
AB SHARAB LAGTI HAI................
KABHI SHABNAM TO KABHI SHABAB LAGTI HAI
TERI HANSI EK KHILTA GULAB LAGTI HAI
MAI PIYUN YA NA SAHI
LADKHADA KAR CHALTA HOON
KYONKI TERI GALI KI HAWA BHI
AB SHARAB LAGTI HAI................
Hasino ne haseen Bankar gunaah kiya,
Auro ko to kya humko Bhi taBah kiya.
Pesh kiya jaB shayari mein humne unki Bewafai ko,
Auro ne to kya unhone Bhi wah-wah kiya
Kuch apni fiker na apna khayal karta hoon
Tu kya yai kam hai teri dekh Bhaal karta hoon

Meri jaga per koi aur ho tu cheekh uthe
Mein apne aap se itne sawaal karta hoon

Ager malaal kisi ko nahi mera na sahi
Mein khud Bhi konsa apna malaal karta hoon

Yai chand aur sitare rafeeq hain meray
Mein roz unn se Bayaan apna haal karta hoon

Tumhari yaad Bhi aati hai aBB mujhe kam kam
Tumhara ziker Bhi aBB khaal khaal karta hoon

yeh mumkin hai hamaray darmiankoi
ghalat fehmi Bhi na rehti
jo apnay dil mein choti si
khalish hai khatm hojati
Bata deta k mujh ko aaj Bhi uski zarorat hai
jo is jevan ka hasil hai to Bus uski mohaBat hai
Bata deta k logon ki saBhi Baaten fasanay hain
saBhi qisay puranay hain
main keh deta k zara si Baat pay yun rothna acha nahi hota
mohaBat karnay walon mein
ghalat fehmi to ho sakti hai par jhagra nahi hota
main har ik Baat keh deta
khalish Bhi dur hojati
main uska hath thamay yunhi uska hum qadam rehta
woh agay hath to karta
wo mujh say Baat to karta
MohaBBat Thair Jaati Hai
Hum aksar yeh samajhtay hain
jisay hum piyaar kartay hain
usay hum Bhool Baithay hain
magar aisa nahin hota
mohaBBat daimi such hai
mohaBBat thair jaati hai !!!
hamari Baat kay andar
mohaBBat Baith jaati hai
hamari zaat kay andar
magar yeh kam nahin hoti
kisi Bhi dukh ki soorat mein
kaBhi koi zaroorat mein
kaBhi anjaan se gham mein
kaBhi lehjay ki thandak mein
udaasi ki zaroorat mein
kaBhi Baarish ki soorat mein
hamari aankh kay andar
kaBhi aaB-e-rawan Ban kar
kaBhi qatray ki soorat mein
Bazahir aisa lagta hai
usay hum Bhool Baithay hain
magar aisa nahin hota
magar aisa nahin hota....
yeh hargiz kam nahin hoti...
MOHABBAT THAIR JAATI HAI..
yeh tumhay Bata dun may
chahaton k rishtay may
phir girah nahi lagti
lag Bhi jai to ismay
woh kashish nahi rehti
eik pheeka pheeka sa
raaBta to hota hay
taazgi nahi rehti
rooh k talluq may
zindagi nahi rehti
Baat woh nahi rehti
dosti nahi rehti
laakh Baar mil ker Bhi
phir dil nahi miltay
zehen k jharokon may
yaad k dareechon may
titlion k rangon k
pho0l nahi khiltay
is liyay may kehta ho0n
is terhan ki Baton may
ehtiat kertay hain
is terhan ki Baton say
ijtinaB kertay hain
Ghar k dareechay se lagh ker tujh ko sonchtey rahey,
Baadlon ki gargarahat mein tujh ko khoojhtey rahey..

Dhoondhney ka silsila saari raat chalta raha,
KaBhi jaaghtey rahey, kaBhi tujh ko sonchtey rahey..

Barish ki ek Boondh pari jo mere chehrey per,
Is nanhi si Boondh mein tujh ko dhoondhtey rahey..

Yeh mausam Bhi apne sath laata hai ek daastan,
Is daastaan ko sun ker tujh ko sonchtey rahey..

Apni sonch ko itna waseeh ker dia hum ney,
Keh samne saB kuch hai, phir Bhi tujh ko sonchtey rahey...
DUKH ANMOOL HOTAY HAIN
Qudrat ki wadiyat hotay hain
KaBhi kuch day kar jatay hian
KaBhi suB kuch cheen laitay hain
KaBhi Bechain kartay hain
KaBhi jeena sikhatay hain
KaBhi Bantay hain jaB aansoo
Umer Bhar yeh roolatay hian
KaBhi laB ki hansi Ban kar..
Naie duniya sajatay hian.....
KaBhi meethi kasak Ban kar....
Anjani khalish Ban kar
Makeen-e-dil yeh Bantay hain
Kisi sourat nahin mittay
Jo in say door Bhago tou
Nahin janay nahin daitay
Na zindah rehnay daitay hain
Na yeh aazad kartay hian
Nahin jis ki dawa koi
Yeh aisa dard hotay hain
Magar yeh Bhi haqeeqat hai
Har ik ko tou nhain miltay
Baray nayaaB hotay hain,
Yeh dukh anmool hotay hian..!
DUKH ANMOOL HOTAY HIAN !......