Asra SMS Messages112 messages

Garm-e-HAsrat Nakaam se Jal Jatay Hain,
Hum Chiragho ki tarah Shaam se Jal Jatay Hain,
Shama Jis Aag me Jalti hai Nimiash k liye,
Hum usi Aag me Gum-Naam se Jal Jatay Hain........
Usko her chahton se barh kar chaha maine
kay her chaht ne mere hasti mita di
Wo na janay kis mitti se bana tha
Jisne mere jene ki her hAsrat mita di
Mai khamosh ho chuki hon jaise kuch bacha ni
Muj pe her dukh ki usne hr intaha milta di
Us ne Kaha," Kaun ho Tum?
Main ne Kah, "HAsrat Teri"
Us ne Kaha," Dekhtay ho kya?
Main ne Kah, " Surat Teri"
Us ne Kaha," Chahtay ho kya"
Main ne Kah, " teri"
Us ne Kaha," Puchtao ge bohat"
Main ne Kah, " Qismet meri.... "
phool shabnam me doob jate hai
jakhm marham me doob jate hai
jab koi aAsra na ho to
hum tere gum me doob jate hai
Kuch Bay Jaan Umeedain Hain Zinda!
Kuch HAsratain Hain Baqi!
Toota Tu Buhat Kuch Hai Mujh Main!
Haan Per Kuch Sambhalna Hai Baqi!
dar-o-dewaar sy hAsrat si barasti hy faraz.. jany kis dais chaly gay pyaar nibany waly
HAsrat Se Tak Raha Tha Khiloney Khara Hua

Bacha Ghareeb Ka Wo Dukaan K Saamne ...
Meray dard ki kahani meri hAsraton sey poocho,
Mein luta hoon kaisey meray doston sey poocho,

Jo khuda tha meray dil ka,mera dil usi ney tora,
Yeh ghamo ki sarhadon par mujhey kis ney la chora,

Ussey mein ney kitna chaha dharkano sey poocho,
Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho,

Yeh saza meray naseeb ney dee meri aashiqui ki,
Diya jis ko dil ussi ney meray dil sey dillagi ki,

Mein kahan kahan jala hoon meri hAsraton sey poocho,
Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho.
Mere Zakhmo Ko Aapka Dukhana Acha Laga,
Meri Halat Pe Aapka Muskurana Acha Laga,
Me To Talib Tha Aap k Pyar Ka,
Aapka Nafrat Se Nigahen Churana Acha Laga,
Laga K Aag Mere Aashyane Ko,
Phir Aapka Khushian Manana Acha Laga,
Dil Me Thi HAsrat Aap K Deedar Ki,
Saamne Aakar Chehra Chupana Acha Laga,
Dil K Mere Darwaze Pe Di Dastak,
Phir Khud Hi Aapka Pathar Barsana Acha Laga,
Bana Kar Mujhko Apna Dewana Phir,
Aap Ka Khud Hi Thokar Lagana Acha Laga . .
Wohi Takrar Lafzon ki ,

Wohi andeshay fursat ke,

Wohi har baat pe ranjish,

Wohi har baat pe larna,

Wohi kuch bolti aankhen,

Wohi Chup chap sa lehja,

Wohi bechain si hulchal,

Wohi khamosh ho jana,

Sabhi Asrar kehtay hein,

Tumhen Mujh se Muhabbat ha,

Tumhen Mujh se Muhabbat ha,
Saath chalne main jo maza hota
Woh humain bhi kabhi mila hota
Yeh hi hAsrat rahi hamari faqat
Saath apne koi chala hota
Hum bhatakte rahe the raahon
mein
koi rasta pata chala hota
Thaam leta humain bhi barh ke koi
Haath hum ko koi mila hota
Hum ulajhte nahi zamane se
Ek jo Humsafar mera hota
Hum na thakte safar mein gar
Saath apne koi chala hota
Lagtaa nahii hai dil meraa ujRe dayaar mein,
kiss kii banii hai aalame-naapaaidaar meiN,
umr-e-daraaz maaNg ke laaye the chaar din,
do aarzuu meiN kaT gaye do intezaar meiN,
kah do in hAsratoN se kahiiN aur jaa baein,
itnii jagah kahaaN hai dil-e-daaghdaar meiN,
kitnaa hai badnaseeb zafar dafan ke liye,
do gaz zamiin bhii naa milii kue-yaar meiN.