Asra SMS Messages112 messages

Ab Aur Manzil Pane Ki HAsrat Nahi
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi

Aap Jese Dost Jabse Mile
Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Zarurat Nahi
Mere Wajood Ki Mujh Mein Talash Chhod Gaya,
Jo Puri Na Ho Kabhi Aisi Aas Chhod Gaya,

Wo Chahaton Ki Talab Mann Ki Pyaas Chhod Gaya,
Mujhe Bana Ke Wo Ek Zinda Laash Chhod Gaya,

Yehi Karam Nawazi Uski Mujh Pe Kaam Hai Kiya,
Ke Khud To Door Hai Yaadein To Paas Chhod Gaya,

Jo Khwahishein Thi Kabhi HAsraton Mein Dhal Gayi Ab,
Mere Labon Mein Wo Ek Lafz "KAASH" Chhod Gaya,

Ye Mera Zarf Hai Ek Roz Usne Mujhse Kaha,
Ke Aam Logon Mein Ek Tujhko Khaas Chhod Gaya,

Baharon Se Mujhe Isi Liye To Nafrat Hai,
Inhi Raaton Mein Mujhe Wo Udaas Chhod Gaya,
Zom e kAsrat tha jinhain sab wo hijazi nikle

Wo 72 they jo kirdar k ghazi nikle

Is haqiqat ko bhala kon chupa sakta hy

Jitne Shabbir k qatil thy namazi nikle.
Hamara ye tum ko salaam aakhri hai
Suno aj tum se kalaam aakhri hai
Agar ho sake to bhula dena hum ko
Yehi ek chhota sa kaam aakhri hai
Abhi aarzuon k sehra pyase hain
Magar aansuon ka ye jaam aakhri hai
Teri bewafaye ka shikwa aakhri hai
Yehi to wafaon ka inaam aakhri hai
Mariz-e-mohabbat ki aye chaara sazo
Tumhare shehar me ye shaam aakhri hai
Zara dair thehro qazaa k farishto
Labon pe hamara payaam aakhri hai
Koi mil sake ga na HAsrat k jesa
Teri adaon ka ye ghulam aakhri hai
Naa dekh asmaan ko itni hAsrat se
…Dost…

Kisi parinday ne moo pe potti kr di to saari hAsrat nikal jaye gi…!
Tamana hai meray dil ki k main hoon or bus Wo ho mOhs!N
Ye wo hAsrat hai jis hAsrat pe khud hAsrat ko hAsrat hai
Har Lamha apse milne ki arzo kyo hai
Is qadar apko sochne ki adat kyo hai
Har Pal ankho main rehti hai ap he ki surat
Phir b bar bar apko daikhne ki hAsrat kyo hai
Q har baar tujhse mohabat jataon mein,

Behtar hai ab k tujhe bhool jaon mein,

Waakif tere salook se sara jahan hai,

Phir Q zindagi ko aur tamasha banaon mein,

Nafrat k ek baar wo izhaar to kare,

Unko tamam umar jo soorat dikhaon mein,

HAsrat bhari nigah ka koi sabab to hai,

Tu haal-e-dil to puch kahin marr na jaon mein,

Mere gham ka ilaaj jab tu bhi na kar saka,

Phir Q na is jahaan se pecha churaon mein.
Tuje Aansu Bhari wo ''DUA''
Miley

Jisey Kabhi Na Rad ''KHUDA'' Kare

Tujhe HAsrat Na Rahe Kabhi ''JANAT'' ki

Tere Aangan Me ''MUHABBATON'' Ki Aisi Hawa Chaley (Ameen)

.*""*.*""*.
* DIL *
" "
*. .*Cheez hai kiya
* Jaanan yeh jaan bhi tumhari hai,

.*""*.*""*.
* Teri *
" Bahoon mein dam nikle
*. hAsrat yeh
* hamari hai.
Log poochtey hen kyon surkh hen tumhari Aankhen,
Hans k keh deti hon raat so na saki,
Lakh chahon bhi magar yeh keh na sakon,
Raat ronay ki hAsrat thi magar ro na saki.
TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN,
HAsraT HAI TUMHARI DEED KARAIN,
TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN,
KEHTAY HAIN EID KI AMAD HAI,
TOU LOG BHI KUCH TAEID KARAIN,
TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN.