Asma SMS Messages191 messages

Kuch bikhre sapne aur ankho me nami hai.

Ek chota sa aAsman aur umido ki jami hai.

Yu to bahut kuch hai zindgi me

Sirf jinhe chahte hai unki kami hai.
Dil wale ankhun ki baat samajh lee hain....Khuwab main mil lete hain...Rota to Asman bhi hai kisi ke piyar main Lekin Log usey Barsat samajh Lete Hain....
Do lafzon mein bayan hoti nahi kahani meri
Thak gaya Asman thak gae zameen
Par yadein na rukein ye thi meri zindagani
Ab badal gaye mausam
Ab badal gae rutein
Phir bhi dhoonti hain muhjhay wo shamein
Siha kali
Muhabbat “DEAL“ Se Maawara Rishta Sahi
Phir Bhi
Chalo Ek DEAL Kertay Hain
Yeh Saraa AAsman Lay Lo
Mujhe Bus Woh Sitara Day Do
Tumharay Naam Se Jo AAsman Per Jhilmilata Hai
Mujhay Inn Guftugu Kerti Hui Aankhon Se Kiya Lena?
Mujhay Woh Un-Kahi Day Do
Jisay Sun“nay Ki Hasrat Main Hawa Tham Thum Ke Chalti Hai
Tumharay Reshmi Malboos Main Perti Hui Silwat
Tumharay Qurb Ki Dheemi Sulagti Aanch Si Garmi
Tumharay Paon Ki Aahat
Jo Tappti Dopaher Ko Sham Main Tabdeel Kerti Hai
Tumharay Paas Say Uth“ti Hui Khushbo
Mujhay Inn Sab Se Kiya Lena?
Magar Inn Sab Ke Badlay Main
Mujhay Iss Be-yaqeeni Se Rehaee Day Do
To Acha Hai
Hawaa Ke Doosh Per Rakhay Diyay Jaisay
Meray Bujhtay Huay Dil Ko
kaha tak raqs karna haiiiii
zindagi ka safar maine jaana abhi
poora ho sakta yeh tere bina nahi
teri yaadein satayee,
din raat humko jalayee
pyaar ki shamma mere gulistaan mai jal sakti nai

guzra hua pal laut ke aasakta nai
tumko kho diya waapis paa sakta nai
kaise bhulaao wo manzar
kaanto bhara wo bistar
sukooon se koi raat mai so sakta nai

dil ko to mere aisa lagne laga abhi
kab se thay tanha, tha tumhara nishaan kahi nahi
bikhri huee daastan
is aAsman talay hum zinda
kis dar pe jayee hum, milta kahee koi saaya nahi
Ehsaas bahut hoga jab chod ke jayenge
Royenge magr ansu nai ayenge
Jab sath na de koi to awaz hume dena
Asman par bhi honge to laut aayenge. . .


Im Thr 4 yew AlWayS !!!:):):):)
Zameen par hai magar aAsman jaisi hai
Woh narm narm see larki chattan jaisi hai
Meray haroof bhi jhootay hain meray jazbay bhi
Meri kahani bhi saray jahan jaisi hai
Yeh shaam mil k bicharnay ka ista-ara hai
Yeh raat hijar k kalay nishaan jaisi hai
Hawaein roz bhujaati hain khuwahishon k diye
Yeh zindagi bhi andheray makan jaisi hai
Mein apnay sath hoon ya koi dosra hai ZIA
Yaqeen ki yeh ghari bhi gumaan jaisi hai
Ehsas bhoat hoga jb hum chale jain gey
Jb rona chaho gey to anso nae aingey.
Jb sath na de koi to awaz hamey dena.
Asman per be hongey to laut aingey.
Ye Kia HAr Dam Kisi Ki Mannatai''n Kerna
Kia Isi Ko Kehte Hain Mohabbatai''n Kerna

Jo Apni Qismat Main Hai Milay Ga Wohi
Kis Baat Pe Hai Rab Se Shkayaytai''n Kerna

Ye Pagal-Pan Nahi Tou Aur Kia Hai Phir
Zameen K Ho Ker AAsman Se Baghawatai''n Kerna

Bohat Ker Cuka Hai Logo''n Pyar Ye Dil
Ab Koi Sikhaye IsKo Nafratai''n Kerna

Pehle Yaad Kerna Usay Phir Rotay Rehna
Jane Kab Chore Ga Dil Ye Harkatai''n Kerna . . .
Asman ko need aaye to kahna sulaau kahan Dharti ko maut aaye to dafnao
kahan Sagar mein lehar aaye to chupao kahan Jab teri yaad aye to jau
kahan!!!
Nadiyon Se Kinare Chhut Jaate Hai,
AAsman Se Tare Toot Jaate Hai,
Zindagi Ki Raah Me Aksar Aisa Hota Hai
Jinhe Hum Dilse Chahte Hai Wahi Humse Rooth Jaate Hai..
Baithe-Baithe jindgi barbad na kijiye. Jindgi milti hai kuchh kar
dikhane k liye. Roke agar aAsman hamare raste ko. To taiyar ho jao aAsman
jhukane k liye.