Ashq SMS Messages42 messages

Kaifiyat mere ishq mein itni hai,
Door jaa jaaker bhi tu laut ke ayegi..!!

Nahi mitega mera saya tere ankho se,
Har Ashq mein tu apne mujhe hi payegi..!!
Kul Raat Janai Kya Hova
Kuch Dair Nend Sai Pehlai
Kuch Ashq Milnai A Gai
Kuch Khwab Bhi Totai Hovai
Kuch Log Bhi Bholai Hovai
Kuch Rasta Bhutki Hoi
Kuch Gurd Mai Lipti Hoi
Bai-Rubt Si Souchain Kai
Bhooli Hoi Baatai Kai
Ik Shaks Ki Yaadai Kai
Phir Dair Tuk Jaga Raha
Souchon Mai Gum Baitha Raha
Ungli Sai Thundai Fursh Pur
Ik Naam Bus Likhta Raha
Kul Raat Hi Wo Raat Thi
Kuch Dair Nend Sai Pehlai
Mai Dair Tuk Roota Raha
Sondhee Mittee Kee Khushboo Mien Liptee Huyee Kucch Yaadien
Phoolon Kee Pankhuriyon Mien Sahejay Huye Kucch Lamhaat
Uss Aksmaat Mulaaqaat Kee Goonjtee Huyee Dharkhan
Ek Ghazal Mien Gholee Huee, Kisikay Lafzon Kee Misree
Zehen Mien, Be-Khauf Failtaa Hua Ek Tassavvur Ka Jaadoo
Waqt Kee Aankhon Say Giree Huyee Ek Ashq Kee Boond
Shabnam Say Churayee Huyee, Thorhee See Numee
Ek Ajnabee Say Milee, Be-Takalluf Hansee
Unkee Jhalak Ka Muskurata Hua Khumaar
Ek Chashm Mien Tairtee Huyee Jheel Kee Gehraayee
Zehan Kay Aangan Mien Kheltay Huey Khayaalon Kay Kehkahay
Ek Manzil Pay Baithay Huey Intezaar Kee Kashish
Kaifiyat mere ishq mein itni hai,
Door jaa jaaker bhi tu laut ke ayegi..!!

Nahi mitega mera saya tere ankho se,
Har Ashq mein tu apne mujhe hi payegi..!!
Yahan apni apni bari per sab hanste hian..Sab rote hain..dil to sab ka hota hai,aur dukh bhi sab k hote hain.kuch Ashq dilon per girtey hain,kuch matti main mil jatay hain.kuch lafz adaa ho jatay hain ,kuch honton main sil jatey hain..Mana k adhooray rehtay hain par khawab to sab k hotay hain.
Kaifiyat mere ishq mein itni hai,
Door jaa jaaker bhi tu laut ke ayegi..!!

Nahi mitega mera saya tere ankho se,
Har Ashq mein tu apne mujhe hi payegi..!!
dard ke beez mere seene me laga gaye the tum,
apne Ashqon se unko main seench raha hu,
shyad jo baat labon se kahna hi mumkin nahi hai,
aise jasbaat ke liye shabd doondh raha hu,
jinki mafi is jahan me mila nahi karti,
muddat se ek aisa gunha kar raha hu,
nadani bhi kaisi ye dile nadan kar raha hai,
ki jin nulkilon patthron ki raha se guzar aaya,
usi raha par kadmon ke nisan doondh raha hai,
zindgi ki is raha me zindgi kab milegi………,
har gujarte lamhe se bas yahi poonch rah hai
Apne Haatho Se Yun Chehre Ko Chupate Q Ho, Mujh Se Sharmate Ho To Saamne Atay Q Ho... Tum Kabhi Mere Tarha Kar Bhi Lo Ikraar-e-Wafa, Pyar Karte Ho To Phir Pyar Chupate Q Ho... Ashq Aankho Mein Mere Dekh K Rote Q Ho, Dil Bhar Aata Hai To Phir Dil Ko Dukhate Q Ho... In Se Vaabasta Hai Jab Mera Muqadar Phir ....!!! Mere Shano Se Ye Zulf Hatatay Q Ho......!! Roz Mar Mar K Mujhe Jeenay Ko Kehte Q Ho, Milne Aatay Ho To Phir Laut K Jatay Q Ho... Apne Haatho Se Yun Chehre Ko Chupate Q Ho, Mujh Se Sharmate Ho To Saamne Atay Q Ho
Sochta hoon k usay neend bhi aati ho gee
Ya meri tarah Ashq bahati ho gee
Woh meri shakal mera naam bholanay wali
Apni tasveer say kya aankh milati ho gee
Is zameen par bhi hai selaab meray Ashqon say
Meray matam ki sada arsh hilati ho gee
Tanhaai me kabhi aaine se baatein kar lete hai
Teri tasveer aankhon me dekhke jee bhar lete hai

Kuch pal hi sahi, mehboob ki baahon me jo guzarte hai
Har ik saans me hum jaise sadiyaan jee lete hai

Tere deedaar ko nigaahein jo taras jaati hai
Ashq-e-ishq peekar to pyaas bujha lete hai

Dekhte hai duniya juda kaise hume kar paati hai
Aaj hi gar umr bharka pyaar tumhe kar lete hai...!!!!
Kya Mila Tumhe Socho, Humko Azmaane Mein
Aag Lag Gayi Aakhir, Har Taraf Zamane Mein.
Tum To Chaar Din Mein Hi Apna Honsla Kho Bethe
Umar Beet Jati Hai, Ruthne-Manane Mein...
Tumne Sab Luta diye Ashq Meri Palko Ke,
Ik Zamaana Lagta Hai, Aainey Sajaane Mein.
Aaj hai Sabhi Masroof, Farak Sirf Itna Hai,
Koi Ghar Banane Mein, To Koi Ghar Jalane Mein.
Aaj Dil Hai Diwana, Uska Rukh Na Pehchana,
Saazishen Bhi Shamil Hain Jiske Muskurane Mein.
mugh per kion istrah se hhansta hai
dil bari mushkalon se basta hai
mery gaon ky sab ghar kachy hain
arey badal kahan barasta hai
jo kabhi laut ker nhn aye
un se milny ko dil trasta hai
Ashqi ka maqam kia ho ga
jahan ulfat ka bhao sasta hai
meri manjzil jisy smgh bethy
meri khwahison ka rasta hai
dost kehti ho kion us ko mahrukh
jo tughy her qadam per dasta hai