Apno SMS Messages119 messages

SApno ki duniya hai nirali,
Har taraf rehti hai hariyali.
Par asli duniya ki khabar rakhne wale jante hai,
Isiliye woh sApno ko sach nahi mante hai.
Chand lahmhein Mere Sath Bita K
Meri Ankhon ko Ek Sapna Dekha K

Rangeen Wadion Mein Ab Kho Gey Ho
Mere Dil Mein Tum Aas Laga k

Tumhein Dohndta Hon Har Pal
Sarey Jhaan Ko Mein Bhola K

Ji Na Pao Gey Tum Bhi Kabhi
Meri Yadoon Ko Dil Se Mita K

Khushiya Mana Rhey Ho Ab Tum
Mere SApnoon Ka Ashyana Jala K
Apni Be-Basi per Aaj Rona Aaya
Dosron Ko Nahi Mein Ne Apno Ko Aazmaya
Her Aik Ki Tanhaoi Door Ki Mein ne
Lakin Khud Ko her Mor Pe Tanha paya
"Kabhi dil jala kabhi jaan bhe
Kabhi kho gaye muskan bhe
Me Apno ka kabil nahi raha
Ya jantay ha anjan bhe
Meray sath aksar rahtay hay
Katil meray mehman bhe
Dharte per zulam dakh kar
Roota ha asman bhe
WO badal gaya Kuda sa jo
Farishta tha bana shaytan bhe
bas zara zara se ranjishay
na bhola saka insan bhe
merey baghair kabhi guzar auqat na karna,
jiss baat pe dil tootey wo baat na karna,
rakhna tamam umer mujhey dil mein basa kar,
chahey Apnoon mein shamil meri zaat na karna
kahin na kahin koi na koi humare liye bhi bana hoga,
is baarish ki boondh ke liye koi to sip khula hoha,
apne sApno ke rajkumar se milne ki chahat he,
chupke chupke sunai deti is dil ko mohabbat ki aahat he.
Khushbu K bikhernay Mein Kuch Dair To Lagti hai
Her Baat Samjhnay Mein Kuch Dair To lagti hai
Jab Abar Hee Gehre Hon Her Tarf Andheray Hon
Phir Chand Nikalne MeinKuch Dair To Lagti hai
Jis Zakahm MeiN Shamil Ho Kuch Apno Ki Enyaaat
Uss Zakham K Bharne Mein Kuch Dair To Lagti hai
na milta Gham to barbaadi ke afsaanay kahaan jaatay

agar duniyaa chaman hoti, to viraanay kahaan jaatay

chalo achaa huaa Apnon mein koi Ghair to niklaa

agar hotay sabhi apanay, to begaanay kahaan jaatay
Chehra hai sar-e-shaam kahin saaz kisi ney,
Ya, door se di hai mujhey awaaz kisi ne,

Totay huye taaron ko abhi jor raha tha,
Hathon se mere cheen liya saaz kisi ne,

Eik aahh to karli hai magar, soch raha hon,
Pehchan na li ho meri awaz kisi ne,

Hum kar na sakay jurrat-e-izhaar-e-Tamanna,
Is tarha kiya, baat ka agaaz kisi ne,

Geron pe inayat hai Apno se shikayat,
Samjhay na kabhi aap k andaaz kisi ne,

Touba ki jabeein par hai nadamat ka pasina,
Randaana uthai nigha-e-naaz kisi ne,

Mujh pey aanso bhi amanat hain kisi ki,
Paya na gum-e-dost ka ye raaz kisi ne.!.!.!
Apno ko jab apne kho dete hai, Tanhaiyo me wo ro dete hai, Kyu in palko par bithate hai log unko, Jo in palko ko aksar aansuo se bhigo dete hai...
Aapki yaad aaye to dil kya kare,

Yaad dil se na jaye to dil kya kare,

Socha tha sApno me mulaqat hogi,

Magar nind hi na aaye to hum kya kare
Waqt Ne Sari Kahani Hi Badal Dali

Pyar Ka Naam Jo Aata Hy Dar Lgta Hy

Zakham Kuch Aise Bhi Apno''n N Diye Hyn Mujh Ko ''Faraz''

Ab Koi Haath Milata Hy Tou Darr Lgta Hy