Aankhon SMS Messages273 messages

MUSAFIR TO BICHARTE HAIN,
RAFAAQAT KAB BADALTI HAI,
MOHABBAT ZINDA REHTI HAI,
MOHABBAT KAB BADALTI HAI,
TUMHEN JO YAAD RAKHA HAI,
YEH HI APNI MOHABBAT HAI,
JO PATHAR PAR LIKHI JAAYE,
WO IBAARAT KAB BADALTI HAI,
KALI KA PHOOL BANNA OR BIKHAR JAANA MUQADDAR HAI,
YE HI QANOON-E-FITRAT HAI,
YEH FITRAT KAB BADALTI HAI,
JO DIL PE NAQSH KAR JAAYE OR Aankhon ME SIMAT AAYE,
ALAAMAT HAI YEH CHAHAT KI OR CHAHAT KAB BADALTI HAI,…….?????
ALLAH AAP KI HIFAAZAT KARE ( AAMEEN
Aankhon Ko Koi Khwaab Tou Dikhayi De

Tabeer Me ''''Imam'''' Ka Jalwa Dikhayi De

Aye ! ''''Ibn-e-Murtuza'''' Tere Saamne

Suraj Bhi Ek Chota Sa ''''Zarra'''' Dikhayi De
Hasan(AS) hai naam Konain ka Dulara hai
Khudaee aik taraf yeh khuda ka pyara hai
Ali(AS) ka noor-e-nazar Syeda(SA) ka lakht-e-jigar
Nabi(SAWW) ki Aankhon ka pehla haseen tara hai
aRz kiya haI Aankhon mein noor hai chehre pe suroor hai
Aankhon mein noor hai chehre pe suroor hai
apni kisi friend se baat he karva do
meri shaadi abhi bohat door hai
wah wah wah
Lab khamosh hain Aankhon se baat hoti hai Aise hi mohabbat ki
shuruwat hoti hai ,,,...Tere hi khayalon me khoye rehte hai hum
Pata nahi kab din kab raat hoti hai....
I See U Aankhon Se, I Feel U Saanson Se,
I Kiss U Honton Se, I Remember U Chahat Se,
I Believe U Jaan Se, I Miss U Dil Se
&&&&& I Love U Kasam Se !!!
Jab humne unse pucha sapna kya hota hai to unhone kaha band aankho mein jo apna hota hai khuli Aankhon mein wahi sapna hota hai.....!!!!
Yeh Ansoo

Hanste hue, Aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo
Yun khushi ko adhoora sa bana jaate hain ye aansoo ,
Dard itna hai saha, khaali ho gaya samandar ashkon ka
Jaane kahan se Aankhon main bhar jaate hain ye aansoo,
Khush hoon main, koi shikwa zamane se na taqdeer se
Meri iss baat ko jhoota kyun bana jaate hain ye aansoo ,
Shayad khabar hai in ko bhi kis qadar tanha hoon main
Tanhaayi main mera saath nibha jaate hain ye aansoo.... !!
Humare dil me dhadkan aapki sunai deti hai,
Aankhon me surat aapki dikhai deti hai.
Chalte to hum hai lekin,
jab mudte hain to parchhai aapki dikhai deti hai.
Aanken band kar k bhi, hum tera deedar karte hain,
Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain.
Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta,
Saans rahte, teri tasvir Aankhon se hataa nahi sakta.
Aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karta hoon,
Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon
Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte,
Dil me rehne walo ki baat nahi karte,
Hamari to ruh me bus gaye hain aap,
Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte
TUM SE KABHI KUCH KEHNAY KI HIMMAT NA HUI.
TUM KO BHULANEY KI BHI KABHI KOSHISH NA HUI.
TUM SAY MOHABBAT THI, HAI AUR RAHEGII
HAMESHA,
PAR TUM SE IZHAAR KARNE KI KABHI ULFAT NA HUI.
KEHTEIN HAIN LOG KE PYAAR KO Aankhon SAY BHI BYAAN KIYA JAA SAKTA HAI,
PAR TUM KO KABHI MERI Aankhon MAIN DEKHNAY KI FURSAT NA HUI.
MERAY PYAAR KA MAZAAK BANA KAR IK HASEE MAIN TO URADIYA,
PAR MERAY AANSOON KO DEKHNAY KI KABHI JURRAT NA HUI.