Aankho SMS Messages404 messages

BHULAYA NA JAA $AKA

Palkon pe aan$o"on ko $ajaya na jaa $aka
u$ ko bhi Dil ka haal bataya na jaa $aka
zakhmon $e choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi u$ ko dikhaya na jaa $aka
jab teri yaad aayi to ko$hi$h ke ba wajood
Aankhon main aan$o"on ko chupaya na jaa $aka
kuch log zindagi main ai$e bhi aaye hain
jin ko ki$i bhi lamhe bhulaya na jaa $aka
ba$ i$ khayaal $e kahin u$ ko dukh na ho
hum $e to haal-e-ghum bhi $unaya na jaa $aka
woh mu$kuraha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us $e chupaya na jaa $aka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faa$la ana ka mitaya na jaa $aka.....
Apny is deewany say berukhi nahi achi..

Ghair sary loogon ki dosti nahi achi..

Tum meri Aankhoon mien khuwaab ban k thery hoo..

Khuwab ki haqeeqat say dushmani nahi achi..

Hum tumhari chahat mien din raat tarapty rehty hien..

Youn kisi k jazbaat say dil lagi nahi achi...

Agar kisi say ulfat ka karoobar ho jay..

Zeesat tak nibha tu aarzi nahi achi..

Chand tere kirnoo say choor choor ho jay..

Soogwar ratoon mien chandni nahi achi........
Kuch door hamary sath chalo hum dil ki kahani keh dein gein..

Samjhy na jissy tum Aankhoon say wo baat zubani keh dein gein..

Pholoon ki tarha hontoon pay ek shogh tabasum nikhry ga..

Dhery say tumhary kanoon mien ek baat purani keh dein gein..

Izhar-e-wafa tum kya jano Iqrar-e-wafa tum kya jano.

Hum baat karien gein gharioon ki aur apni kahani keh dein gien..

Kuch door hamary sath chalo hum dil ki kahani keh dein gein..

Samjhy na jissy tum Aankhoon say wo baat zubani keh dein gein......
Is se pahly k teri
chashm-e-karam maazarat ki nigaah ban jay..
Pyaar Dhal jay mere ashkoon mein aarazoo ek aah ban jay..
Mujh pe aa jay ishq ka ilzaam aur tu begunaah ban jay..
Mien tera shahar chhoor jaoon ga...

Is se pahly k sadagi teri lab-e-Khaamosh ko gila keh day..
Teri majaboriyaan na dekh sake aur dil tujh ko bewafa keh day..
Jany mein beKhudi mein kya poochoon,
jany tu beruKhi say kya keh day
mien tera shahar chhoor jaoon ga...

Is say pahly k tere hontoon say Ghair honoon k jaam Takraien
is se pahale ke zulf k baadal ajanabi bazuoon pe lehrayein
aur teri bebasi k nazary meri Aankhoon pe aag barasayein..
Mein tera shahar chhoor jaoon ga..
Agar tapakta A$hkon ki jagah Lahoo Aankhon $e...

Koi ki$i ko phir $hayed hi rulaata...
Dil ke tootne ki hoti jo Awaaz...
Too tumhein mere dard ka andaza ho paata...
Yaadein jo na aati yoon khamo$hi $e chupke chupke...
To mere ghar ki Raunaq hoti teri mehfil $e bhi zyada...
Na hota agar chaand mein daag...
Teri khub$oorti ka mujhe tod mil jata... Agar karta na waqt ki$i $e be-wafaai...
To $hayron mein mera naam kahan $e aata.....
Ab Aan$uon Ko Aankhon Mein $ajaana Hoga
Charaagh Bhuj Gaye Khud Ko Jalaana Hoga
Na $amajhna Keh Tum$e Bicharh Ke Khu$h Hain
Humein Logon Ki Khaatir Mu$kuraana Hoga
Phir $haam Dhal Gayi Tum Aaye Na Aaj Bhi Dil Ko Aaj Phir Umeedon $e Behlaana Hoga
Waada Khilaafi Kar Ke Mu$kurate Hain Aap Dekhna Ek Din $anam Aapko Pachtaana Hoga Lahoo $e Apne Kafan Pe Tera Naam Likh Jaaunga Thaam Ke Haath Mein Phool Tumko Aana Hoga
Abhi $e Na Kijiye TaQaaz-E-Ma$roofiyat Ke Aap Abhi Uthna Hai Janaaza Kaandha Tu Dena Hoga
Muddaton Kiya Hai Tera Intezaar Aye $anam Umr Kat Chuki Ab Tu sajid Tujhe Jaana Hoga.....
Roti huyi Aankho se tujhe muskan kaise du

Anjaan hu khud tujhe pehchan kaise du

Tu hi to hai jaan meri

Tu hi bata tujhe apni jaan kaise du.
PAANI

AASMAN KI TARAF UTHAY TU BHAAB
AASMAN SE NEECHAY AAY TU BARISH
JUM KAR GIRAY TO AULAY
GIR KAR JAMAY TO BURF
PHOOL KI PATTI PER HU TO SHABNAM
PATTI SAE NIKLAY TU ARAG
JAMAH HU JAYE TU JHEEL
BEH JAYAE TO NADI
JISM SAE NIKLAY TU PASEENA
AankhoON SAE NIKLAY TU AANSU
yun rooth jana acha nahe lagta,
yun tarpna acha nahe lagta,
mairey dil main jo baat ha,
mairi Aankhoon sey chura lo,
mujay har baat btana acha nahe lagta...
Dua hai aaj u hi muskurate raho. Banke tara aasman me jagmagate raho. Aankho
me khusi labo pe muskaan ho. Hamare bina khusiyo ki kahin koi kami na ho.
Dooriyan dosti badhati hain,
dil ko dil ke kareeb laati hain,
jin Aankhon mein aap rehte ho
woh aankhen khud aap ko dekhne ko taras jati hai
Kyon Maangte Ho Andhere Apne Vaaste E Dost
Jab Hum Roshni Kharid Laaye Hai
Takeed Ki Hai Baharo Se K Tujhse Jaakar Mile
To Kyon Tere Aas Paas Gumon K Saaye Hai

Apne Labon Ko Kyon Siye Baithe Ho
Kya Chhupa Hai Dil Mein Saamne To Laao
Dard Ki Lakiron Ko Mitane Do Gallon Se
Tere Liye Har Lamhe Se Muskuraahte Samet Laaye Hai

Gar Karoge Bharosa Mujh Par Dost
Waada Hai Sada Saath Nibhaunga
Har Aansun Jo Ubhrega Teri Aankon Mein
Teri Ksam Apni Aankhon Mein Sahej Laaunga