MUNNA BHAI visits Mysore palace.

MUNNA BHAI visits Mysore palace.
MUNNA BHAI visits Mysore palace.
CIRCUIT: bhai us kursi par mat baithna.
MUNNA: kaiku ?
CIRCUIT: wo tipu sultan ki he bhai.
MUNNA: tension kaiku leta he re maamu ?
aayega to uth jaunga re ,i shappath !!!
  

May, 26 2010     208 chars (2 sms)     2061 views       Funny

more Funny SMS Messages

Ekaadmi tha..!

woh kisiko msg nahi karta tha...!
kisiko call nahi karta tha...
fir bhi uska balance jata tha...

y




kyunki woh ek tang pe khada tha..!
Musharaf Teen (3) Cheezon Sy Buhut Parishan Hay.


No:1 Long March


No:2 Nawaz Sharif

And








So Simple

Apun K Sms Se !
Boy:I love u
Girl:Me too
Boy:Tum mujhe kitna pyar karti ho?
Girl:Jitna tum mujhe karte ho
Boy: U cheater..
main samjha tum waqai mujh se pyar karti ho?
Ek Pathan Ghalti Se Motorcycle Qabristan Main Le Gaya.

Aur Bola:



Ye Pehli Sarrak Hai, Jis pe Itne Speed Breakers Hain.

Aainda Hum Is Sarrak pe Nahi Aayega. :-)
A girl askd her boyfrnd: "Wat do u like most in me, my pretty face or my sexy body?"





He looked at her frm top to toe and replied:"I like ur sense of humour.." :P
Andhe K Hath Me "TORCH",

Bahare K Hath Me "RADIO",

Gunge K Hath Me "MIKE",

Aur AP K HATH ME "MOBILE"

Kalyug Hai Kuch Bhi Ho Sakta Hai . . .!!
Very important health tips only for u.
dont eat
pizzas,samosay dahi baray,ice cream,chocolate,

&
sandwich
.
.
.
WITHOUT
ME,,
Ek Sindhi Aur Pathan ka Interview Tha:

Sindhi se:

Q: Taleem
A: B.A

Q: Pakistan kab bana?
A: Koshish pehle se jari thi per 1947 mai.

Q: Pakistan ka PM kon hai?
A: Boht aye gaye hain lekin ab Geelani Sahab hain.


Pathan ye sub sun raha tha usne teeno ans yaad ker liye.


Pathan se:

Q: Naam?
A: B.A

Q: Kab Paida huwe?
A: Koshish pehle se jari thi per 1947 mai.

Q: Baap ka Naam?
A: Boht aye gaye hain lekin ab Geelani Sahab hain
U May Be BuSy,

U May Be Engaged

With Lots Of Works.

U Have 1440 min Per day.

Atleast For 1 min

Think
















Kahin Aap K Sms Na Kerne Pe Koi Aap Ko Galiyan Na De Rha Ho . . . ;->
A 60 years old bachelor advertises his Zaoorat-e-rishta
after 1 month he got a letter "mian sahib" is umar mein RISHTA nahi FARISHTA aata hay.
Ehsas apk Ki Dosti ka Jis pal Nahi Hota
.
.
Ssanson ka silsala bhi Mukamil nahi hota
.
.
Mera Inbox Mujhe Bekar lagta ha
.
.
Ager Apka Sms Is main nahi hota
Ya Allah
Ya Rehman
Ya Raheem

Daro mat Kisi ko 4wd nai kerna Khud hi parrh lo...

Sawab mile ga Paaapi Insaan.. :-)