''Ata Hy Mujh Ko Yad Wo School Ka Zamana…

''Ata Hy Mujh Ko Yad Wo School Ka Zamana…
''Ata Hy Mujh Ko Yad Wo School Ka Zamana…..
Wo Harami Pan Ki Batain….
Wo Bachiyan Phasana….
Wo Hasna Hasana….
Wo Canteen K Lala Ko Chutiya Banana….
Teachrz Ki Hatana…
Wo Punishment Milna…..
Wo Tully Mar K Murghiyan Churana….
Wo Exams Ki Ratto Main Suttey Lagana…..
Wo Tention Ko Film Dekh K Urrana Or Pharrey Bana K Undrwere Main Chupana Na…..
Ab Wo Din Hy Na Wo Ratain Na Bachiyan Na Mulaqatain
Agr Kch Hy Tu Bs….
.
.
Yadain Hi Yadain.
  

May, 24 2010     451 chars (3 sms)     2701 views       Funny

more Funny SMS Messages

A Lover gives Love...

A Father gives Protection.. .

A Mother gives Life...

but A Real Friend gives

'' nice girls Cell No.''

That is frndship...

Now its a gud chance 2

prove your frnship.. ;)
Laila Majnu ke kisse purane ho gaye,

pyar, ishq, mohabbat sirf afsaane ho gaye.

Aaj har Romeo ke paas kayi juliet hai,

Aur hAr shama ke kayi parwane ho gaye.
Bhool k bhi kisi ko rulana,

Zindagi mai sab ko hasaana,

Dushman ko bhi gaale lagana,

phir bhi koi gham de to,

9 0 (Nine Zero) pe fon lagana thook denge saale ko . . . . . . . ;->
Ek admi aadi raat ko apni moti biwi se bola
k sisak sisak ke marna theek hai ya ek dum.
BIWI : Ek dum.
Aadmi : To apni dusri tang bhi mujh per rakh do.
Tchr: Papu tum kal school kyo nahi ay?

Papu: sir gir gaya tha or lag gai thi

tchr: Kaha gir gaye thay or kia lag gai thi?

papu: Bistar par gir gaya tha or Ankh lag gayi thi sir


Apni Biwi Ko 100% Apni Kamai Dene Pe 20% Sukh Milta Hai

Dusre Ki Biwi Ko 20% Kamai Dene Pe 100% Sukh Milta Hai
UpDate Msg...!!!


Ek KAna Kisi Larki Ko kEsay Purpose Kray gA?


.
.
.
.
.
.
.
.


Ek Nazr mE bhI Pyar Hota HAi mainay suna hai.


Now GirL RepLied


Muhbt Naam HAi MAn KA
Shro AnkhoOn Se HotI hai
Larka HO agr Kana tO
Khtam Wahin pe Hoti HAi
Ye to Muhbt Hai
haAn ye Hi muhBt hAi


::sMs G@Mblr::
hai

smart

bohot
wo


hai

bheja

ne
jis
or
hoon
raha
parh
se


niche
ko
msg
jo
hoon
stupid


womain







confused


Definition of Laziness:-

"Its a talent

of taking rest

before you get tired!!"
Aisa DOSTANA hamara, Mai KASHTI tu kinara, Mai DHANUSH tu teer, Mai MATAR tu paneer, Mai VARSHA tu badal, Mai RAJMA tu chawal, Mai HOT tu cool, Mai APRIL tu..
Ek aadmi k pas jin tha,
jin bola "Aaqa" mujhy koi huqm dain.
Aaqa replayed : Yaar mery ghar say Amrica tak aik Road banao.
Jin : Aaqa ye mushkil kaam hay, resty hain darya atye hain, pahar atye hain, jungal aty hain, abadiyan atye hain, samundar bhi ata hay, Bohat mushkil hay, kuch or huqam daein...
us bandy nay bohat soocha then he said Yaar meri B.V ko mera farmaberdaar bana day..
Jin foran bola "Road singal banani hay Dubble lane
once there was a crow,
nashe wich betha se oh,
usne peg laye c do,
Oh tally gaya c ho,
ik chidi rahi c ro,
crow ne ched diti c oh,
chidi de piyo ne fir kutteya crow,
crow sharminda gaya c ho,
hu chidi nu behan kehnda hai oh...

Moral:- PEG LA KE KISI DE DHI BEHAN NU NAA CHEDO...