Zamana bhot hi kharab ho gya hai,

Zamana bhot hi kharab ho gya hai,
Zamana bhot hi kharab
ho gya hai,


her sawal ka ylta jawab
ho gaya hai,


Na Sms na call na hi koi
miss call,


Her banda hi mobile ly
ker nawab ho gaya hai.->
  

May, 19 2010     176 chars (2 sms)     3262 views       Funny

more Funny SMS Messages

YEh Tumhara Problem Kiya Hai?



Tumhein Koi or Kam Nahi Hai Kia??



Har Waqt Pregant hi rehtay Ho ...



Jab bhi Msg Karoon tumhari Delivery report aa jati hai .


Free Call From Any Network In Zero Balance.
Use Bellow Trick
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

Call Customer Care & Enjoy..!!
Always smile ,you know why?
B’coz…..Hanso! Jiyo! …
Muskurao!…Kya Pata…
Kal Daant ho na ho!…
Keep smiling..
Cho0se one number;

10

20

30

40

50

60

70

80

90

100

Then
i will tell you
Nothing
Tumhain to CHASKA he par gaya hai k kuch intresting reply hoga ... ;
2 BANIA SIT IN A COFEE HOUSE.
1ST- JALDI PI, COFEE THANDI HO JAEGI.
2ND- TO KYA?
1ST- BEWAKUF, MENU CARD PADH
HOT COFEE RS.20 & COLD RS.40...
Sheikh Sb on death bed: Pinky,my wife, r u there?Wife: Yes i m.Sheikh Sb: Kids r u there?Kids: Yes papa v r here.Sheikh Sb:To ullu k patho dukan pe kon hai?
Maa: Beta Shadi Us Se Krna

Jo Naik Ho.

5 Waqt Namaz Prhti Ho.

Parda B Krti Ho.

Rozy B Rkhti Ho

Beta: Ammi Aap Ne Meri

Shadi Krwani Hy

Ya DAMM Krwana Hai? ;->
''Ek Aadmi K Left Hath
Ki 6 Ungliaan Theen,
Sab Log Usay
"Sultan" kehte
thay

Socho Kyun?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kyun k ''Sultan'' Us ka Naam tha :-''
Mere doston ki pehchan itni mushkil nahi hai
Fraz…

Wo sb se aagy hotay hain jahan chawal taqseem hotay hain.
(.”)/’
<¡:¡ oy ik plate
_/ /_ edhr v.
Teacher to student:
jo doosre ko apni baat na samjha sake woh gadha hota hai.....

Student:
Sir, kya Matlab main samjha nahi....??
I met money one day. I said, ''''You are just a piece of paper.''''
Money smiled and said, ''''Of course I''m a piece of paper, but I haven''t seen a dustbin yet, in my life'''' ;->


Kisi ko"ISHQ"ki tarap maar deti hai,

Kisi ko"PYAR"ki gehrai maar deti hai,

Jo is se bach jaye, use "Pakistan ki Loadsheding" mar deti hai. . . ;->