Sania Mirza aur Shoiab Malik

Sania Mirza aur Shoiab Malik
Sania Mirza aur Shoiab Malik Ki
Mangni Se Kya Sabit Hota Hai?

Socho.


Nahi Pata?

Ab

India

Pakistan Ka Saala Hai. :-)
  

May, 12 2010     134 chars (1 sms)     3163 views       Funny

more Funny SMS Messages


Karachi K Halat!

"Paint Shirt"
Pheno Tu Pathan Nahe Choraengy,

"Shalwar Qamez"
Pheno Tu MQM Walay Nahe Choraengy.

"Chaddi Banyan"
Pehno Tu Taleban Nahe Chroaegy,

Or "Kch Na Pehno"
To Awam Nahe Choregi.

PAKISTAN ZINDABAD.
Ya ALLAH
YA REHMAN
YA RAHEEM



Daro Mat



Kisi Ko Frwrd Nhi
Krna !!







Khud Hi Parh Lo
PAAPI INSAAN ... ;->


Agar Larki Ko Ulti Aaye
to Us K Parents Poochte hain...

Kaun Tha Wo Kameena !

Agar Larkay Ko Ulti Aaye to us K Parents Kehtey hain....

Kameenay Kya Sharaab Pee Kar Aaya hai !

MORAL .

ULTI Larki Ko Aaye..
Ya...
Larkay Ko...

KAMEENA

Hamesha
Larka hi ho ta hai.


GEO KAMEEENO

2000 Mai Bachay Parhtay Thy.

A for Apple
B for Banana
C for Cat
D for Dog


2009 Mai Parhty Hain:

A for Aata
B for Bijli
C for Cheeni
D for Dhamakey :-)

Who Let You Get On The Horse ...
You Witch''s Child?









Can''t Understand...!








Tenu Ghori Kinnay Charhaya Bhootni K...? ;->
In The Absence Of Noor Jahan,

This Time Naseebo Lal
Will Sing Battle Songs Like:

''Aye Wattan K Sajeelay Jawano


''Dushman Ki Manjii Main Daang Phair Dalo''.
''Larka: tumhari Zulfon sy khelney ko jee chahta hai.....

larki ne wig utari or kaha: Loo khelo per de dena subah university bhi jana hai:-)''
Apki ki ANKHEN .....Hirran jesi...

Apki ki AWAZ.....Koyal jesi....

Apki ki CHAAL....Mor jesi...


ACCHA HOTA AGAR KOI AADAT INSAANO WALI HOTI. . . ;->
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,

Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge
Judge, Mujrim Se, Batao Tumari Akhari Kwaish Kia Hai ?
Mujrim,

Aik Mob Nokia N73
5 Karror Rupay
Apki Beti Se Shadi,
USA Ka Viza,
2 Saal Ka Hanimon,
6 7 Bachay Jo Apko Nana Nana Kahe Aur Mujhe Papa,
Un Ki Shadi Karwa Dun Us K Bad Ap Jo Fasila Do Mujhe Manzor Hoga..
Dhamaka
Sale

Buy Pakistan Get Kashmir Free!

50% Discount 4

Usa, Saudia & Uk.

Plz Contact Asif Ali Zardari

Commission 10%

Website!

Www.Zardari-Dallal.Com ;->
You are a GHONCHU..

G-reat
H-ot
O-ne in million
N-aughty
C-ute
H-umble
U-nique



Zyada khush mat ho, hai to tu ghonchu hi na..