Four guys

Four guys


Four guys
1 from Harward:
1 Oxford
1 Texas
&
a Sardar from Pujab university

1 common question:
What is the fastest thing in world?

Oxford:Light
Harvard:Thought
Texas:Blink of an eye
Sardar:It’s loose motions,
because last night I was lying in my bed
& before I could blink,think or turn on the lights,
it was over!
  

May, 26 2010     338 chars (3 sms)     3570 views       Funny

more Funny SMS Messages

Shahbaz Sharif:

Zardari Ki Beti Aj Phir Kisi K Sath Gai Hai . . .

Nawaz Sharif:

Koi Baat Nai 5 Baje Wapis A Jai Gi . . . .

Zardari:

Nai Bahi Ge 6 Baje Ay Gi Ghanta Agy Ho Gya Hai ...=P;->
Daku: Tera Nam?
Lady: Rita

Daku: Rita Meri Bahan Ka Nam He,Ja Tuje Maf Kiya
Or Tera?
Santa: Santa,
Par Log Pyar Se Muje Rita Kehte He
Saw A Dream Last Nite
Only U & Me.
U Knw Wat Hapend?
U Were Lookin So Inocent
Bcoz
I Was Eatin Biryani & U Were Saying,
1 Chamach Khila Do Na
Ullu ke pathey

Kutey k bachey

Gadhey ki aulaad

Saanp ke sapolay

Bhains ke bachray

Bakre ke maimney






Sab kitne chote chote aur cute hote he na

Aaj Ki Dua:


Aye Allah!







Koi Ghalti Se Mere Number Per Balance Send Kar Day.

Sab Kaho Aameen. :-)
Din Ko Karo
YA
Raat Ko Karo


Ander Karo
YA
Bahir Karo


Beth Ker Karo
YA
Leat Ker Karo


Bed Per Karo
YA
Kursi Per Karo


Piyar Se Karo
YA
Ghusse Se Karo


Neend Main Karo
YA
Hosh Main Karo


1 Bar Karo
YA
2 Bar Karo


"Kerna Tu Hai"
--sMs-- YaaR..

Jaisay maRze hai waisay kaRo... ;->


Ab to 100 Percent Khatam ho jaye gay Aishiqi k,
"AmRaAaAZ"

SunA hai DavAt-e-ISLAMI main JA raha hai NAWAZ..:-)
Beemar shohar:
MuJhe Janwron k doctor k pass le Jao..
Biwi: Wo kiun..?
Shohar: Roz subah ''Murghe ki trah uth jata hun,
''Ghore ki trah bhag k ofice jata hun,
ghaday ki trah kaam krta
hun,
Ghar aa k sub par kutte ki trah bhonkta hun,
Aur

Raat ko ''Bhains k sath so jata hun..
''maine usay kitni bar kaha ha k din main 8,9 glass pani piya kro,
"faraz"
lekin
wo phr b kehti hai k MERA TAN MAN PYASA CHANA WAY TERE PYAR DA.''
Friend 2 Sheikh:
Muje apni ring de do main ring ko
dekh k tumhay yaad karu ga

Sheikh:
Tum ye soch k muje yaad kr lena
k mene ring mangi thi or usne nahi di.

Kesa lgta hy?

Barasti barish me

Hawa k jhonko''n k sang

Khamoshi se
Chalty huey

Koi apka hath thaam k

Hauley se keh
de

"Ae sweater landay da paya ae? =P ;)
Aj tum DILL mangu dain gay DHARKAN mangu de daingay JIGAR mangu dain gay JAAN tak mangu de saqte hain kiyo k in charo filmo ki CDS ghar par pari hain!