A sardar prays daily for 2 hours,

A sardar prays daily for 2 hours,


A sardar prays daily for 2 hours,
“Hey vaheguru meri lottery lagady.”

After 11 years VaheGuru angrily appeared
& said,”Khoti de putar 1 vari ticket te le ley”
  

May, 26 2010     169 chars (2 sms)     3152 views       Funny

more Funny SMS Messages

Aik Aurt Dresing K Liye Dr K Pas Jati Hai,

DR ! Dresing Karte Huay Pochta Hai,

Ap Ko Kis Cheez Ne Kata Hai?

Na To Ye Kutte K Kate Ka Nishan Hai Or Na Hi Kisi Dosre Janwar Ka,

Aurat !

Ye Aurat K Katey Ka Nishan Hai

Jis Ne Mujhe Apne

Shuhar K Sath Dekh Lia Tha.1
Larky Waley Larki Dekhne Gaye:


Larky ne Larki se pucha: Aapko KHANA BANANA Aata hai?

Larki: Nahi Mujhe to BANANA KHANA Aata hai. :-)


Q: Ghairat kia hai..?









A: Ghairat wo cheez hai
jo agar ap ko aa jaye to
mera inbox kabhi
bhi khali na rahey... =P ;->
Part 2

iss aitbaar sey fee aikard 12000 sey zaid ka kharcha aata hai aur fasal ka aitbaar naheen.

Behtar yehi hai k fasal na bhoyein aur kissi sey lardayee kar lein

"6 mahiney hakumat sey chawal khao"

Mehkama Zaarat Hakumatey Punjab


Jab se begum ne mujhe murgha bana rakha hai,
Main ne nazron ki tarhan sir bhi jhuka rakha hai,

Bartano aaj mere sir pe baraste kion ho ?
Mein ne dho dha k tumhain kitna saja rakha hai,

Roz leti he talashi wo police ki manind,
Pochti he kahan paison ko chupa rakha hai,

Wahi duniya main muqaddar ka sikandar tehra,
Jis ne khud ko yahan shadi se bacha rakha hai,

Pi ja is maar ki talkhi ko bhi has k shohar,
Mar khane mein bhi qudrat ne maza rakha hai..
Pata Hai Hum Chloromint Kyun Khate Hai??
Kyunki.,
5-Star
Cadbury
Perk
Dairymilk
Kit-Kat

Or

Munch

50 Paise Mein Nahi Aata Hai
Wo bewafa hai to kiya hua?
Mat bura kaho usko
.
.
.
.
Kisi aur se "DOSTI" kro,
DAFA kro usko ;-)
1st Man:"Main Muree
Jate Huay Apni Biwi Ko
Khayi Mai phenk Donga"

2nd Man:"Meri Biwi Ko Bhi
Phenk Dena"

1st Man:"Agar Tum Bura
Na Mano To Wapsi Pe
Phenk Doon?"
Machhar Aur Makhi ki Ho gayi Shaadi
Pahli hi rat se ho gaye Machhar ki Barbadi
Machhar ne kaha Meri to QISMAT hi PHOOTI hai
Makhi Roz Rat ko GOOD NIGHT laga kar soti hai.
Subha
SMS


Shaam
SMS


Din me
SMS


Raat me
SMS


Ghar me
SMS


Office me
SMS


Jeena
SMS


Marna
SMS
Akhir kya he ye SMS??




S = SUB
M= MIL ker
S = SOCHO:-)
Dunia mein 3 loag Bahut khush naseeb hotay hein.....

1 – Wo Jinko Achha Yaar milta hai.


2 – Wo jinhein sachha Pyaar milta hai.


3 – Wo jinhein mera Scrap baar baar milta hai
When sum1 touch u
& u dont feel it,
its IGNORANCE.


Wen sum1 touch u
&u feel it,


its LOVE

Bt when nobdy touchs u n u feel it,











then its Khujli...

+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674