yun raton ko na jago
so liya karo.....
yun dil main aansu na roko
ro liya karo...
baal to bohat achay bana letay ho
kabhi moon bhi dho liya karo..... ;->
World cup ke shekast k bad inzamam ko bv ne bazar say dahi lane ka kaha to inzamam ne logon k der say burka pehn lia .
burka pehn k Bazar puhuncha hi tha k ek urat ne us se pucha.Tum inzamam ho na?Us ne ghabra k kaha Nhi to Us urat ne kaha Ghabrao nhi Main Yunus Khan hon.