''Aslam ek raat macher dani say bahir so raha tha. Maa nay poocha k Aslam beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko bewakoof bana raha hoon. Woh samjein gay k mein macher dani k ander hoon, hahaha....''
''Jab koi Dost kisi Dost k
Haq main Dua kerta hy
to wo dua is k Dost se
pehly is k apny Haq m
Kabol hoti hai
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Allah kary Tumari Shadi jaldi ho jay.''
mufti muniBurehman ney kaha hai k rozy 30 rkahy jhey ghy kisi ney pocha is saal kiyooon.. jawab mila , , , , , , , , Kis Ne Kaha Tha Pepsi 65 ki Kardo ab bughtooo.