American.
Chinese.
Pakistani.
Chand par ponch gay
3no ne nechay jhank kar dekha to zamen pr 1 lambi line nazr aye.
American ye funelait ki building he
Chinese nhi ye
Dewar-E-Cheen he.
Pakistani paglo na ye koi building he or na koi dewar
ye pakistan mai UTILITY STORE k bahir aata lena walo ki line hay.
Aik jin aik sheikh ko chimar gaya..
3 din guzerne k bad wo jin khud hi aik aalim k pas gaya aur kaha
"mei teen dinan tun kuch nai khada menu bahar kaddo"