DaD: Mazar-e-Qaid Kaha hai?
Son: Pata Nahi
Dad: Kabhi Ghar se Nikla karo
Son: Abu ,Yaqbon Sahab Kaun Hain?
Dad: Pata nahi
Son: Kabhi Ghar mian bhi ap Raha Karu !
BOY: Apni beti ki shadi mujse kar dain mei apko us k wazan k brabar sona dunga
MEMON: Muje waqt do
BOY: sochne ko?
MEMON: Nahi beti ka wazn barhanay k lyae