The most important thing you fixed Was on your day of leisure
When you fixed your eyes on me That day I"ll always treasure
I love you
** Happy Anniversary ***
Sardar k donon kaan jal gaye, Doctor: Tumhary kaan kaise jal gaye? Sardar: Main Qameez Istri kar raha tha k Phone aa gaya, main ne ghalti se Phone ki jaga Estri kaan se laga di Doctor: Doosra kaan kaisay jala? . Sardar: Paa Jee ! Ambulance nu v te phone karna c...!
Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.
Bhagwan to Man:BOL KIA CHAHIYE?
Man:MERI SHAADI AISH SE KARA DO.
Bhagwan:USKI 1 SAARI 1 LAC KI HAI,KHARCHA UTHA PAYEGA?
Man:KOI Solution????
Bhagwan:MALLIKA SE KAR LE………
Acha ! Ek Baat Tou Batao Plz Isko Mazak Mai Mat Taal Dena , Jawab Mazaq Ke Andaaz Mai Tou Ho Sakta Hai Yani Shugal Magar Gol Mol Jawab Nahi Chalye Ga Dekho Kuch
Baatain Zindagi Mai Bohat Imp Hoti Hain , Buhat Ziada Balkay Sav Se Ziada Kuch Aisi Imp Hai Yeh Baat Bhi Atleast For Me , Ager tumne Ghalat Bataya Ya Baat Ko Talnay ki
Try Ki Tu Acha Nahi Ho Ga .. Plz Sach Batao