NAFSYAT ki class main profesor ne chuhe
k samne chuhiya or Gandum ka dana
rakha Chuha daney ki tarf gya
Profesor ne makai ka dana rakha Chuhe
ne is martaba bhi chuhiya pr
dhyan na dya Profesor bola, dekha,
bhook main zyada taqat hy.
Pichli bench se awaz ayi
Sir ek dafa chuhiya b badal kr dekhen... =P ;->
HAPPY BIRTHDAY to U dear!
Aapko kya laga Aap nhi bataoge to hamay pata nhi lagega k aaj
"International Donkey Day"
hay.
Naughty ab thnx bol k sharmnda na krna.