Bartano aaj mere sir pe baraste kion ho ? Mein ne dho dha k t

Bartano aaj mere sir pe baraste kion ho ? Mein ne dho dha k t


Jab se begum ne mujhe murgha bana rakha hai,
Main ne nazron ki tarhan sir bhi jhuka rakha hai,

Bartano aaj mere sir pe baraste kion ho ?
Mein ne dho dha k tumhain kitna saja rakha hai,

Roz leti he talashi wo police ki manind,
Pochti he kahan paison ko chupa rakha hai,

Wahi duniya main muqaddar ka sikandar tehra,
Jis ne khud ko yahan shadi se bacha rakha hai,

Pi ja is maar ki talkhi ko bhi has k shohar,
Mar khane mein bhi qudrat ne maza rakha hai..
  

May, 25 2010     474 chars (3 sms)     3762 views       Funny

more Funny SMS Messages

Ek admi BathRooM main gya aur purey 1 hr ke bad nikla..
Bahir bethay BhangI ne us se kaha.
20 rupay do.
Aadmi bola:
main BathROoM mai betha tha Net Cafe mai nahi..
Tera hona zarori tha na
hona b zarori tha na

Kisi b yad ka hasti me
hona b zarori tha


Kaha tak suchte rehte ise sham e gariba me Thakan inti
safar ki thi k sona b zarori tha ;.->?
Teacher-Apko Shahrukh Khan Ki Movie

RAB NE BANA DI JODI Se Kya Lesson Mila?

Student-Ummeed Mat Haro

Shadi K Bhad B Ladki Pat Sakti Hai.
Ek ladka ladki dekhne gaya...

Both are in a room for 10 minutes to talk each other...

Ladki (Darte hue) : Bhaiya aap kitne bhai bahen hain?

Ladka : Abhi tak to 3 the..lekin ab 4 ho gaye.
Define a true music lover?
Ans: A girl singing in a bathroom
while taking bath & a boy near the keyhole
of the door is using his ears & not his eyes.
''Sweet fruits r nice 2 eat
Sweet words r nice 2 say
But sweet people r really hard 2 find
My goodness, how da hell did u manage 2 find me!''

Har Safar me Aapka sath Hum denge,
Aapne Pyar ki saugat
Hum Denge,
Girne lage to hath hum denge,

Or

Na bhi gire to?

1 laat hum denge.
:-D
Arz kiya Hy Tawajo Fermaen..

Kameez Teri Kali..
Kameez Teri kali..

Wah Wah!

Tay Changa kita Paa Li... :p ;->

Mulk e aziz ki salamti k liye student ko
1 hafta kya?
Aik saal b ghar ma bhetna paray tou
b is qurbani k liye hum tayyar hain
From,
NALAIQ STUDENTS ORGANIZATION.
''Aslam ek raat macher dani say bahir so raha tha. Maa nay poocha k Aslam beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko bewakoof bana raha hoon. Woh samjein gay k mein macher dani k ander hoon, hahaha....''
When Sardar was traveling with his wife in an auto, the driver adjusted mirror

sardar shouted " you are trying to see my wife? " sot back , i will drive.
''Shaadi Wale Din Juta Chhupane Ki Rasam Q Hoti Hai



Dulhe Ko Akhri Chance Diya Jata He Ki

Ab B Waqt He

Nange Paao Bhag Jao.''