Dunya ka sab se Romentic Mulk kon sa hai?????? . . . . . Pakistan Kyun? ? ? kyun ka yahan har ghar me rozana candle light dinner hoti hai. thank you Wapda
''zindagi behaal hai,sur hai na taal hai,
message box bhi kangaal hai,
kya aapki SMS factory mein hartaal hai?
plz.kuch toh bhejo yeh mere mobile ki,
zindagi ka sawaal hai......''