Plz don''t read this Nahi to ho jayega Kya? Arre wahi jis se hum darte hai ? ? ? wahi jo is umar me aksar ho jata hai ? ? ? dekha ho gaya na ? ? TIME WASTE!!
Office may Kaam hote hain...
Galtiyo ka sama hota hai....
Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hota hai....
Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte...
Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai....