yun raton ko na jago
so liya karo.....
yun dil main aansu na roko
ro liya karo...
baal to bohat achay bana letay ho
kabhi moon bhi dho liya karo..... ;->
''BAAP:Men Ne Tumse Kaha Tha k Agr Tum ne B.Com Kr Liya to Tumhen CAR kharid Kar Doon Ga Magr tum Fail Hogae,Tum Ne Sara Saal Kia Kya?
BETA:Men CAR Sikhta Rha..