Dentist Ki Beti B.F Se: Aj Kitna Acha Moqa Tha Tm Mere Dad Se Shadi Ki Baat Krskty Thy.
Larka: Bs Aj B Mera Hosla Nhi Hua. Khmoshi Se 1 Or Dant Nklwa Kr Agya...
Ek bacha dorta howa ghar aya aur maa se kaha: hamare parosi kis kadar garib hai un k bache ne ek rupe ka sika nigal liya hai aur wo sub ro rahe hai... ;->