husband: Allah

husband: Allah
Husband: Allah ne tumhain 2 ankhain di hain..
chawal se pather nahi nikal sakti???


Wife: Allah ne tumhain 32 dant diye hain 2-4pather nahi chaba sakte..!!!!
  

May, 22 2010     163 chars (2 sms)     3035 views       Funny

more Funny SMS Messages

Aisa DOSTANA hamara, Mai KASHTI tu kinara, Mai DHANUSH tu teer, Mai MATAR tu paneer, Mai VARSHA tu badal, Mai RAJMA tu chawal, Mai HOT tu cool, Mai APRIL tu..
Hum ne tanhai may b tum ko chaha hay "paPpu"...



warna log to tanhai mein nargis ki cd dekhtay hai... ;->
How woman calls their husband in first 6 years
Yr 1.Janu
Yr 2.O G.
Yr 3.Sunte ho?
Yr 4.O bunty k pappa
Yr 5.Kahan mar gaye?
Yr 6.Tum aate ho k main aaon?

Lati Hy
"Mohabbat"
Judaai Main Rung



















16 Da
"Haleeb"
Tey 12 Da
"Tarang" ... ;->
"Winter magic"

1 glass me thanda pani lain
or
Usy Apney Qareeb Baithe shakhs pe dal den

wo thanda pani usay garam kar dega

aur

wo

uth kar apko thanda karega....!!
Raat Ko Neend Nahi Aati
Din Ko Chain Nahi Aata
Maine Dil Se Pocha
Ke Kia Yahi Pyar Hai
Dil Ne Kaha Nahi

LOAD SHADING Ki Waja Se Sab Ka Yahi Haal Hay
HELLO sO rAHe HO kYa ?????
kYuNKI kIsI nE MuJhSe KaHa kI PaGaLo kO NeEnD NaHi aAtI. IsLiYe mAiNe SoCh kI AbHi PaTa KaR lU



KyUnKi AaP BaHuT aKkALMaND HaI Na !!!!!
Raks Kerti Hy
Gardish-e-Dauran








Dar Khuley Hyn
Sharab Khano''n K








Chai Peeney Ko Ab
Kahan Jaye''n








Band Hotel Huey
Pathano''n k ... ;->
If a baby is born in
Africa...
Wh8 will b the color of
the baby''s teeth ?


















Why U waste this much
time !
How will a new born
baby have teeth ? ;->
yeh bat samajh main ayi nahi aur mom ne samjhai nahi! Main kaise mithi baat karoon jab mithi cheez khai nahi?

Yeh canda kaisa mamu hai jab mom ka wo bhai nahi?

q lambay baal hain bhaloo k kiyon us ki tind karwai nahi?
kiya wo ganda bacha hai? ya jungle main koi nayi nahi?

nani k husband jab nana haan or dadi k husband jab dada haan tu kiyon baji k husband baja nahi?

Yeh baat samajh main ayinahi aur mom ne samjhai nahi
Father Askd 2 H¡S SOn:Tum Baar Baar Matric Me Fail Hotay Ho Tum
Ne Aj Tak Kuch Na Kuch To Seekha Ho Ga?
.

.

.

.

.


Søn:Yes Papa . .!

Father:Wht?

Son:Kitab Kholna. .
''Badli hai duniya, kuchch kuchch main bhi badal gaya hoon,
Pahle bekaar tha ab S/W Programmer ban gaya hoon,
VC aaye to VB mein daal do, VB aaye to VC mein daal do,
Seedhe seedhe sabko museebat mein daal do,''