Qimat Per na jayen. 1 jaga 4 sms
kare , tabiat ziada khrab ho tu
fone karen, tamam sms waldain
ki pohnch se dur rakhen
Wazarat-e-Dosti.
Hokumat-e nujwan.
Teri aawaz sunne ko jab taras jata hoon,
Toh ghisa pita cd player chala leta hoon.
Teri surat ko jab taras jaata hoon,
Toh cartoon network laga leta hoon.