Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.
Husband: agr tm india me hoti to wha log zror tmhari pooja krty,
Wife:kya me husan ki devi jesi lgti hn?
.
.
.
.
.
Husband:
Nhi yar,
kali mata lgti ho.. =P ;->
Teacher:
Bare hokr kiya bano gye?
Pathan:
Mera bap kehta hy jtna marzi parh, wo nahi ban sakta jo chahta hy.
Teacher:
Kiya banna chahty ho?
Pathan
"LADY DOCTOR"