(Bechara Mard)
Mard agar aurat par hath uthai to zalim,
agar aurat se pit jaye to buzdil,
aurat ke agay chalay to Firoun,
peeche chale to zan mured,
aurat ko kisi ke sath dekh ke laray to jealous,
agar kuch na kahe to beghairat,
agar ghar se bahar rahe to awara,
ghar mein rahe to nakara,
bachon ko dantay to jabir,
na dantay to laperwah,
aurat ko kam se rokay to daqianos,
na rokay to aurat ki kamai khanay wala.
.
.
Haye Mard bechara jaye tu jaye kahan...
Ek Line Mein Bahut Saari Kaali Chitiyan(Ants) Ja Rahi Hain...
Magar Un Mein Se Ek Chiti White Hai....
Aisa Kyun???
.
.
.
.
Kyunki Vo Chiti Vidhwa (Widow) Hai..
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''