Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai,
Exams ke din paper dekh kar yaad aaya,
Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai
''Plumber: Pipe Naya Laga Diya Hai Aur 1000 Rupay Bill Hogaya Hai.
Man: Aray Itna To Main Engineer Ho K Bhi Nahi Kamata.
.
.
.
.
.
.
.
Plumber: Sahi Keh Rahy Ho. Main Bhi Nahi Kamata Tha Jab Engineer Tha.''
ek buzurg kisi kay ghar tashreef lay gaee sara khandan baba jee pas jama thaa ksi nay shan main gustakhi kar di. theek 10 mint bad sara khandan andha ho gaya aur zoor zoor say ronay aur chillany laga, baba jee hamain maaf kar do hum par raham karoo atnay main baba je uthayy aur joti uthai aur sub ko ek ek lagaee aur farmaya...