Santa to his mother-Maa Khush khabri hai
Ma-Bol beta
Santa-Hum 2 se 3 ho gaye hai
Ma-Beta hua ya Beti
Santa-na Beta na Beti, Teri Bahu ne Doosri Shadi kar li hai!
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''