ik admi nay kaha:is zindagi sy to mot achi hay
foran ik jin namoodar hua aor bola may nay ap ki rooh leni hay:
admi foran bola yar abi admi kya mazaq b nahi kar sakta
BREAKING NEWS:
KARACHI: Liyari mai ek hafta se bharpur jashan ka sama hai, logon ka kehna hai k
"Apna makrani bhai U.S.A ka saddar bana hai!
OBAMA BALOCH.
''zindagi behaal hai,sur hai na taal hai,
message box bhi kangaal hai,
kya aapki SMS factory mein hartaal hai?
plz.kuch toh bhejo yeh mere mobile ki,
zindagi ka sawaal hai......''
gum mein jeene me maza aata hai.
gareebo ke ghar bhi khudaa jata hai..
1 hum hai barish ki tarah sms karte hai
1 aapka sms sarkari nal k pani ki tarah aata hai