Wohi Sheikh sb k batay ne kaha abu meri shadi pe atish bazi bhi honi chahye.. Sheikh sb kehtey beta fiker na karo koi patkha thuss nai hoga .. jab barat le ker gaye to Sheikh sb sub se agay they orr mou se awazen nikal rahe they.. THA THA THA .. DUZZZ DUZZ DUZZ... Wah sheikh sb ..
Aik jin aik sheikh ko chimar gaya..
3 din guzerne k bad wo jin khud hi aik aalim k pas gaya aur kaha
"mei teen dinan tun kuch nai khada menu bahar kaddo"
1 hai Billu 1 hai Gullu 1 hai Ullu Billu six class main parh raha hai, Gullu seven class main parh raha hai, ore ore Ullu sms parh raha hai hehehehe......