Ahmad Faraz Ki Ghazlen Thi Bohot Aala,
Zara Ghor Farmaiye Ga,
Ahmad Faraz Ki Ghazlen Thi Bohot Aala;
.
.
.
.
.
.
Par Kya Faida Jab PAPPU CAN''T DANCE SALA.
Bemaar Baap Nay Beittey Say Kaha,Mujhay Jaanwaron K Doctor K Pass Lay Jaow
Beitta,Woh Kiun
Baap:Es Liay K Roz Subah Murghay Ki Turah Utth Jatahon
Ghorray Ki Turah Bhaag K Office Jatahon
Gudhay Ki Turah Kaam Karta Hon
Ghar Aa K Sub Par Kutey Ki Tarah Bhounkta Hon
Or Raat Ko Es Bhainss K Saath So Jatahon