Dr 2 Lady: Tou Aap Ko Chlne Me Takleef Hoti Hy
Sans Phool Jati Hy , Acha Ye Btaiye Aap Ki Umr Ktni Hy?
Lady: Is Saal 30 Ki Ho Jaongi
Dr: Mtlb Yaadasht Bhi Khraab Hy ;->
''Badli hai duniya, kuchch kuchch main bhi badal gaya hoon,
Pahle bekaar tha ab S/W Programmer ban gaya hoon,
VC aaye to VB mein daal do, VB aaye to VC mein daal do,
Seedhe seedhe sabko museebat mein daal do,''
Ek chooha sharab k drim mein gira,bahar nikal kar mast hokar sath mein soi huwi Billi ki dum pe paon rakh kar bola: . . . . . "UTH MUNNI, CHULBUL PANDEY TERA DANCE DEKHNE AYA HAI"