Aik baat bataoon? wo meri chahat nahee zaroorat ban ghayee hai, wo jab b aati hai meri zindagi k sab chiragh roshan karti hai, laikin kabhi hamarey pyar k "dushman" ussey ley jaatey hein,wo b kya karey ussey jana pardta hai aur mein b kuch nahee kar pata,
Koi jaaye aur pyar k "dushmanoon" sey kahey k uss(Bijli) na ley jaya karein.
mud gorning.
lest of buck.
gay mod less bu.
ave a dice nay.
cake tare!
soli yaar!
laat ko zyaada pee lee sissiliye ispeling fistek ho rayeli he.
MON''T DINE...!!! ;->