Rail ke dabbey mein ye qissaa huaa ek bachchaa zor se rone lagaa

Rail ke dabbey mein ye qissaa huaa ek bachchaa zor se rone lagaa
Rail ke dabbey mein ye qissaa huaa
ek bachchaa zor se rone lagaa

maa ne samajhaane kii koshish kii bahot
us ko bahalaane kii koshish kii bahot

thak ke aaKhir loriiyaan gaane lagii
bijaliyaan kaano par barasaane lagii

das minute tak loriiyaan jab vo gaa chukii
til-milaa kar bol uthaa ek aadmii..

"Behanjii, itnaa karam ab kiijiiye
loriyan bend kiijiiye or is bachche ko rone diijiiye!"
  

May, 21 2010     402 chars (3 sms)     2029 views       Funny

more Funny SMS Messages

Master G Bachy Ka Lunch Kha Gaya.

Master G: Beta Ghar Ja Kar Mera Naam To Nahi Bataogy?

Bacha masumiyat sy: Master G Main Ammi Sy Kahun Ga

Ke Meri Roti Kutta Kha Gaya...

Aata Hy Yaad Humain Double Sawari Ka Zamana,
Wo Apni Bike Ko Chamkana,
Wo Kaminapan Krna,
Wo Coaching K Samne Villi Lagana,
Wo Bachiyan Phansana,
Wo Hasna Hasana,
Wo C-View Jana,
Wo Baot Basin Per Raja Sahab Ka Pan Khana Aur Sutte Lagana,
Wo Logo Ki Hatana,
Wo Tulley Ko Cherh Kar Bike Bhagana
Burns Road Jana,
Wo Roll Point K Roll Khana,
Wo Paise Urana,
Na Wo Din Hain
Na Ratain,
Agar Kuch Hy To Bus Yaadein He Yaadein... ;->


"MERI JAN KATREENA"

Ungli Mai Angothi, Angothi mai Nagina,

Soni Lagti Hy Teri Bahen KATREENA,

Raat Nahi Kat''ti Maslay Hain Dereena,

Mai Ne Kaha Bus Kar Kehti Hy Abi Na,

Rat Ko Mila Karo Baara Maheena,

Kehti Hy Bhai Ko Batana Kabhi Na,

Itna Zaleel Ho Kar Ke Bhi,

Bhai sms Parh Raha Hy Kameena =P ;->
1 Sardar ko TERA BHAI kehne ki boht aadat thi,

SHadi ki raat apne room me gya or Dulhan ka Ghoonghat utha k bola,

"KAISA LAG RAHA HAI
TERA BHAI".......:-)
IF




YOU





NEED






SPACE








THAN









JOIN










NASA. . . . ;->
Why are wives more dangerous than the Mafia?

The mafia wants either ur money

or life...The wives want BOTH!!
Larkiyan shalwar k neechy
kiya penanti hain?


SOCHO




AUR SOCHO



GUESS?




Phir SOCHO..




Inta Ajeeb to mat
SOCHO,





Pagal na bano




"chappal pehnti hain"
BaAp BeTa Se : TuM KaB TaK

PaRtHe RaHe ThE?

BeTa: RaT 12 BaJe TaK,LeKn

11 BaJe ToU LiGhT GaYe ThI,

BeTa: MoSmYaT Se MaI PaRhNe

MaI ItNa MaGaN ThA

K LiGhT JaNe Ka

PaTa Hi NaHe ChAlA . . . ;->

" Pakistani Di Mushkil

Ghar Wich Punjabi Bolo

School Wich Urdu Bolo

Paper English Wich Karu

Tay

Maran To Baad Hisab Arbi Wich

Ufff !!

Hon Tusi Daso K Banda Kray Te Ki Kray. "
Khaansi Ka Elaaj

Balghum Nikaley Bagher Nahi Ho sakta

Balghum Se Nijaat k Liye

Subha Shaam

7 Baar

Khyber

Pukkhtoon Khwaaah

Pukkhtoon Khwaaaah

Bole''n

Balghum Nikla Jaye Ga . . . =P ;)
Larka: larki ko tang kar
raha tha


Larki:ap k ghar main
MAA,BEHAN nahi ha?


Larka:Hain, bus ap ki
kami hay


Larki:Ap ko meri kami
mehsus horai ha?


Ye baat agar mairay 5
BHAION Ko pata chali to
apkay ghar waloN ko
apki KAMI mehsus hogi....-;>
Angry boss: Tumne kabhi Ullu dekha hai?
Executive (sar jhukate hue): Nahin sir.
Boss: Niche kya dekh rahe ho ? Meri taraf dekho.