bikari : 50 paise de de ,maine 3 din se khana nahi khaya baba
marvadi : 50 paise nahi 5 rupaye dunga,pehle yeh bata 50 paise mein khana kaha milta hai…”??
ek sadhu ne car park ke paas kutiya banai.
log uski kutiya ke agal bagal car or skuter khadi karne lage to usne baurd lagaya ki yaha gadiya khadi karna mana hai
ullanghan karne walo ko shrap diya jayega.