Father says to Son...

Father says to Son...
Father says to Son...

"You are mature enough now...

I will allow you to start smoking if you want to."

Son, "Thanks dad, but I quit two years ago"......
  

May, 21 2010     162 chars (2 sms)     3340 views       Funny

more Funny SMS Messages

Friends Will Share An Umbrela With You When Its Raining ...

But

Best Friends Will Grab The Umbrella From You

And

Yell

"Run LOSER Run" :->
Sardar Pathan se:
Yaar meri Saas ka birthday hy, koi sasti or achi antique cheez btao jo usey doon

Pathan:
O Khocha, esa karo Hamara Sussar de do:-D

Kesa lgta hy?

Barasti barish me

Hawa k jhonko''n k sang

Khamoshi se
Chalty huey

Koi apka hath thaam k

Hauley se keh
de

"Ae sweater landay da paya ae? =P ;)
Aaj Apne Dil Ke Derwaze Humare Liye Khøl Do,

Jo Kuch Hai Dil Me Bus Bol Do,

Ager Humara SmS Acha Nahi Hai Tou,

Isi Waqt Apna Mobile Tod Do . . . . . ;->




Larky Waley Larki Dekhne Gaye:


Larky ne Larki se pucha: Aapko KHANA BANANA Aata hai?

Larki: Nahi Mujhe to BANANA KHANA Aata hai. :-)

Be-Panaah Chahat k baad bhi Hum usey paa na sakey "pApPu"

Kisi SangDil ne usey 100 ka Load krwa k Jeet liya... ;->
BREAKING NEWS

Hakumat ne Ailaan kiya hai 2009-2010 mein new shadi shuda jorey BIJLI peda karenge.

Bache nahi

Q k

Mulk me Bijli ki kami hai


Bachon ki NAHI.
''Chalo dekhen faraz naya saal mere muqaddar me kya laya hai,
pichle saal kamino ne mera bohot record lagaya hai,
shair koi bhi ho naam mera lagaya hai,
kambakhaton ko na taras mere naam pe aya hai,
ab to koi apne bachay ka naam faraz nahi rakhe ga,
sunne me to ye ailan bhi aya hai,
dusre mulk walon ko bhi hairan karwaya hai,
faraz kon sa ajooba hai or pakistanio ne kahan se paya hai,
Itna mashoor to kisi ka baap bhi na tha,
star nahi kamino ne mujhe superstar banaya hai"''
Jab Apka Janam Hua
Badal Fate
Adbhutt Rosni Huyi
Bhagwan Khud Sab K Samne Prakat Huye
Or Bole
"SoRRY Galti Ho Gayi
Plz ADJuST Karlo."


Camera man studio mein bachay se:
meri taraf dekho is cameray se kabootar niklay ga....

bacha:

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

focus adjust kar chawlan na mar... ;->
Definition Of GirlFriend . . .

Jo Har Baat Par Tumhain Tok-Tok Ker Pehle
Tumhari Saari Aadatain
Badal De
Aur Phir Saal Baad Bole
"Ab Tum Pehle Jese Nahi Rahe" ;->


Jail mei 3 Qaidi ek dosare ko apne apne
jurm k bare mei bta rahe thy?

1st Qaidi: Mujy 2 sal ki saza hoi Q k mei ne chori ki thi.
2nd Qaidi: Mujy 3 saal ki Saza hOI Q K Mainay Bank Lota Tha,

3rd Qaidi:Mujhay 14 Saal kI Qaid Hui Q K
Mainay Sirf Aik Sms Kia Tha... =P ;->