President Bush and

President Bush and
President Bush and President Musharaff were flying in a plane and Bush says: If i drop a billion dollars here i''ll make a million ppl happy. Musharraf says: If i drop my uniform i''ll make my whole country happy.
The Captain of the plane says: If i drop this plane i''ll make the whole world happy... :P
  

May, 20 2010     306 chars (2 sms)     3164 views       Funny

more Funny SMS Messages

Birthdays are 4 fun
Enjoys a sticky bun
I''m glad u are my mate
Hope ur birthdays great.
Ek Ghar mai Twins Paida Huye to Saas Ne Kaha :

Mubarik Hoo Bhala Batao ...Hamari Duniya k Halat Daikh kar BAchay Bhi Duniya Mai Akele Ane Se Dartay Hain
''Girl to Doctor:

Last time Aap ne Mera Abortion Kiya,
To Aap BLADE Ander Bhool Gaye Thy.

Mere 10 Dost na Mard ho Gaye,

8 k Khoon Nikal Aaya

Aur

19 ki Ungliyan Cut Gaien. :-D''
Hi

The Cute

Sweet

Most Graceful

The Smartest

&

Beautiful

Person




Khush ??






Chalo Ab Apna Kaam
Kro, Duusro''n Ko Bhi
Bewaqoof Banana Hy .. ;->


Ek din milla wo mujh say,

Bujha bujha sa
Jhuka jhuka sa
Udasiyoun main
Racha bassa sa ....

Jo main nay poochha..
Udaas kyon ho..?

Jhuka ke palkain ,

Chupa ke chehra ,

Laga wo kehnay ,

Ammi ne chamat mara hai... =P ;->
Breaking News!

Nipa Chowrangi Per 3 Taxi
Or 2 Bus Ko Na Maloom Afraad Ne Roka
Or Us Main Sawaar Hokar



Apne Apne Ghar Chale Gaye.:-D
Ek Larka Dr Sy Lagta Hai Ma Andha Ho Gya Hon

Dr. Ny Uski Ankhon Ko Check Kia
Or Kha Nahi Beta Tmhari Ankhein Tu Theek Hain.

Larka. Tu Phr Newspaper Me
Mujhy Maira Roll Num Kyun Nazar Nahi Aa Rha ?
Ae Dost Baandh Le Kafan Me Botal Kabr Me Baith Kar Piya Karenge

In Ladkiyon Se To Bewafai Mili

Ab Bhootniyo Se Pange Liya Karenge.
Ever wonder why

the sun LIGHTENS our hair, but DARKENS our skin?

Why is it that to STOP Windows 98, you have to click START?

Why is ''ABBREVIATED'' such a long word? Why is it that doctors call what they do PRACTICE?

Why is the man who invests all your money called BROKER?
Dr: Aap pagal kaise huwe?
Pagal: kuch time pehle main ne ek bewa se shadi ki us ki jawan beti ne mere baap se shadi ki: yun wo meri saas ban gaye,un k ghar beti hui to rishte mai wo meri behn hui kiun k main us k baap ka beta tha,dosri taraf wo meri nawasi bhi hui, kiun k main us ki nani ka shohar tha, is liye main apni behn ka nana bana,phir mere ghar beta huwa, tu meri biwi ki beti, mere bete ki dadi bhi lagti thi kiun k wo meri soteli maa thi, chunache mera beta apni dadi ka bhai ban gaya aur main apne bete ka bhanja aur....
Dr: bas karo! Khuda k wastay bas karo warna main pagal hojaonga...
Teacher: "pappu ne dopahar ka khana khaya" Es ka future tense batao?

Student: "pappu thori deir baad poti karay ga ...
Police wala Thanay mein ek Mulzim ko bohat mar raha tha,aur us per bohat saray ilzam laga raha tha.

Isi doraan Usko ghar se fone aya k us k ghar beta paida huwa hai,
fone sun kar us ne doosron ko bataya, Mulzim ghussay se cheekha Or kehnay lga

"PA DE PA DE A V CASE MERE UTTAY PA DE"