Qayamat k din farishtoo nay sheets detay howay logo say kaha k apnay apnay gunah likho, jab sab likh chukay tu Tumhari awaaz aai Extra Sheet Please..!!
Darya-e-Ravi main pani ka level khatre k nishaan se opper chala gaya hai, par tension ki koi baat nahi hai Army ki rescue team ne khatre ka nishaan aur opper kardia hai. i main pani ka level khatre k nishaan se opper chala gaya hai, par tension ki koi baat nahi hai Army ki rescue team ne khatre ka nishaan aur opper kardia hai.
Aisa hai dostana hamara,
mein kisti tu kinara ,
mai dhanush tu teer ,
mai matar tu paneer ,
mein barish tu badal ,
mai rajma tu chawal,
mein hot tu cool ,
mai April tu fool
Teacher: biwi,begum,wife main kya faraq hy ? . . . . . . . . Pathan: Kuch khas nahi ye bhi ye bhi India , Baharat , Hindustan ki tarhan ek hi dushman ke 3 naam hain......!