''Labon ne aajkal muskurana chor dya hy
Khwabon ne palkon pe aana chor dya hy
Nahi khulti hai ankh ab to sehri mein
Shayed ap ne peepa bjana chor diya hy''
Aisa hai dostana hamara,
mein kisti tu kinara ,
mai dhanush tu teer ,
mai matar tu paneer ,
mein barish tu badal ,
mai rajma tu chawal,
mein hot tu cool ,
mai April tu fool