Newton''s 5th law:
Dunya Gol hai,
Chooha Billi say darta ha, billi Kuttay se, kuta Aadmi say, aadmi Biwi say, or Biwi Choohay say. Hence Proved. Dunya Gol hai.!
sardar ka RADIO kharab ho gaya, usne khol k dekha to andar ek mara huwa CHUHA mila. Yeh deekh kar sardar gussy se bola!
Chalega kese? Sala singer hi mar gaya..!