Koi to hath utha kr MAANG raha hoga,
Koi sur sangeet RAAG raha hoga,
Yun to sms krnay ko or bhi hain,
Per hum ne socha is waqt 1 tu he Bewaqof JAAG rha hoga ;->
''Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.''
Assalam-O-Alaikum, Moaziz Dost, Jaisa Ke Aap Sub Janty Hain Ke Mera Muqsad Koi Lambi Chori Taqreer Karna Nahi, Na Hi Me Koi Lambi Chori Kahani Sunany Ja Raha Hoon Kyunk Me Janta Hoon Ke Aaj Kal Waqt Kisi Ke Pas Nahi Hai, Na Hi Aap Ke Pas Lambi Bat Sunany Ka Waqt Hai Aur Na Hi Meray Pas Lambi Bat Sunany Ka, So Matlab Ki Bat Karty Hain,.....I MISs Y0..