Ek bhikari ne hotel me phone kiya-
.
1 pizza,1 plate biryani,1 plet rasmlai, bhej do.
.
Hotel- Kiske naam par bheje SIR?
.
.
.
.
Bhikari-Allah ke naam par!!
Ek sardar bar mein ro raha tha
Friend: Kyon ro rahe ho?
Sardar: Aur kia karoon? Main jis lerki ko bhulna chah raha hoon,uska naam hi yaad nahin aa raha.