Bacheoo ka deewana hua
Raat ko nahana hua
Phata pajama hua
Nalaeeq zamana hua
Bagharat parwana hua
Aankhoo sa sharmana hua
Lakin asal ma bagharat hua
ku keh ma larkiyooo ka deewana hua.....
Judge: Tum qabool karte ho k tumne kapre ki dukaan se 5 baar chori ki hai, to kia kiya churaya?
Chor: Janab ek saarhi.
Judge: lekin ek saarhi ke liye tumhe 5 baar chori karne ki kia zaroorat thi?
Chor: "4 baar meri biwi ko saari pasand nahi aayi thi...
Hum kabhi aapse khafa nahi hote,
Pyar ke rishte bewafa nahi hote,
Aap bhale hume bhulakar KHANA KHA LO...
HUM Aapko Yaad kiye bina PANI BHI NAHI PETE !!