''Roshni deker doob jana koi suraj se seekhey..
Dil deker dard lena ki ada koi humse seekhey..
kuch na deker Dil lena koi unse seekhey..
SMS leker REPLY na kerna koi Appse seekhey''
Ek bhikari ne hotel me phone kiya-
.
1 pizza,1 plate biryani,1 plet rasmlai, bhej do.
.
Hotel- Kiske naam par bheje SIR?
.
.
.
.
Bhikari-Allah ke naam par!!