2 Saal palhay meri girlfriend ka bhai sara din ghar per rehtay thay or us ka sath Date marna Impossible tha. Aj sub ATTA laynay line main kharay rehtay hain AB MAZAY he MAZAY
tanha dekh k mjhse faraz ne kaha.. apka doston ne apko bhula dya hoga... mene muskra k jawab diya.... wo beawafa nai tharki hain kisi larki ka number hath agaya hoga........