Santa: Qutub Minar kahan hai?
Pappu: Pata nahi.
Santa: Kabhi ghar se nikla karo.
Pappu: Ram Lal kaun hai?
Santa: Pata nahi.
Pappu: Kabhi Ghar me bhi raha karo
''1 Pathan Bap Ki Death Par Bohat Roya
Phir Uski Behan Ka phone Aya,
Pathan Or B ziada Rone Laga
Logon Ne Pucha,kya hua?
Pathan: Meri Bahan K Abu Ka B Intiqal Ho Gya